Dil Bata Mere Dil Bata Lyrics, Singer & Song Details

Badhaai Ho Badhaai 2002 album cover

Badhaai Ho Badhaai 2002 Album Details

Satish Kaushik
Anu Malik
Javed Akhtar
Anil Kapoor, Shilpa Shetty, Keerti Reddy

album songs
Dil Bata Mere Dil Bata
Singer : Sonu Nigam

Dil Bata Mere Dil Bata Lyrics

Song Title = Dil Bata Mere Dil Bata
Movie/album = Badhaai Ho Badhaai (2002)
Singers = Sonu Nigam
Song Lyricists = Javed Akhtar
Music Director = Anu Malik
Director = Satish Kaushik

Mp3 Song Lyrics

((Mere dil bata mere dil
Bata tujhko to hoga pata
Mere dil bata mere dil
Bata tujhko to hoga pata
Mere dil bata mere dil
Bata tujhko to hoga pata
Jahan woh ladki mil jaaye
Har doori mit jaaye
Woh ladki mil jaaye
Har doori mit jaaye hai
Kaun sa woh rasta sab nice
Mere dil bata mere dil bata
Tujhko to hoga pata
Mere dil bata mere dil bata
Tujhko to hoga pata

Sab nice sab cute
Jis ladki se pyaar hai mujhe
Kya woh mujhe pyaar karegi
Mere khwaabon ki tasveero mein
Kya woh ladki rang bharegi
Kya kabhi nahin yeh hoga
Kya kabhi kahin yeh hoga
Kya lagta hai kya hona hai
Kya lagta hai kya hona hai
Achcha hoga ya bura
Mere dil bata mere dil bata
Tujhko to hoga pata
Mere dil bata mere dil bata
Tujhko to hoga pata

So nice
Mere dil jo tamanna hai
Meri kya poori ho paayegi
Mein jiska deewana hoon
Woh kya meri ho jaayegi
Hum dono kya saath hoge
Kya haathon mein haath honge
Kya lagta hain kya hona hain
Kya lagta hain kya hona hain
Mere dil mujhse na chuppa
Mere dil bata mere dil bata
Tujhko to hoga pata
Mere dil bata mere dil bata
Tujhko to hoga pata
Mere dil bata mere dil bata
Tujhko to hoga pata
Jahan woh ladki mil jaaye
Har doori mit jaaye
Woh ladki mil jaaye
Har doori mit jaaye hai
Kaun sa woh rasta sab nice
Mere dil bata mere dil bata
Tujhko to hoga pata
Mere dil bata mere dil bata
Tujhko to hoga pata...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Dil Bata Mere Dil Bata

Dil Bata Mere Dil Bata is a song from Badhaai Ho Badhaai 2002. It is sung by Sonu Nigam. Lyrics are credited to Javed Akhtar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Badhaai Ho Badhaai 2002 album song list for more songs and album details.