Dil Ai Dil Kardi Mushkil Lyrics, Singer & Song Details

Shukriya 2004 album cover

Shukriya 2004 Album Details

Anupam Sinha
Vishal Shekhar
Sameer
Anupam Kher, Aftab Shivdasani, Shriya Saran

album songs
Dil Ai Dil Kardi Mushkil
Singer : Kumar Sanu

Dil Ai Dil Kardi Mushkil Lyrics

Song Title = Dil Ai Dil Kardi Mushkil
Movie/Album = Shukriya (2004)
Singers = Kumar Sanu
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Shekhar Ravjiani, Vishal Dadlani
Director = Anupam Sinha

Mp3 Song Lyrics

((Maine puchha mere dil se
Deewane mujhe bata tujhe hua kya
Maine puchha mere dil se
Deewane mujhe bata tujhe hua kya
Aise dhadakta hai kyu
Pagal tadapta hai kyu
Tune li bekarari
Apna sukh chain gawaya
Dil aye dil kar di mushkil
Dil aye dil kar di mushkil
Main karu bhi to kya

Ghar tune kyu banaya
Dildar ki gali mein
Tera nahi thikana is pyar ki gali mein
Ghar tune kyu banaya
Dildar ki gali mein
Tera nahi thikana is pyar ki gali me
Aasu apne khoye kyu tu pal pal roya
Na mera kahna mana
Kitna maine samjhaya
Maine puchha mere dil se
Deewane mujhe bata tujhe hua kya
Maine puchha mere dil se
Deewane mujhe bata tujhe hua kya

Taklife isme kitni
Tujhko pata nahi hai
Is dard ki jaha mein koi dawa nahi hai
Taklife isme kitni
Tujhko pata nahi hai
Is dard ki jaha mein koi dawa nahi hai
Ruswai tanhai milti jis mein judai
Na rashta na manjil
Kis mod pe mujhko laya
Maine puchha mere dil se
Deewane mujhe bata tujhe hua kya
Maine puchha mere dil se
Deewane mujhe bata tujhe hua kya
Aise dhadakta hai kyu
Pagal tadapta hai kyu
Tune li bekarari
Apna sukh chain gawaya
Dil aye dil kar di mushkil
Dil aye dil kar di mushkil
Main karu bhi to kya.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dil Ai Dil Kardi Mushkil

Dil Ai Dil Kardi Mushkil is a song from Shukriya 2004. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Vishal Shekhar. Read the lyrics above and view the Shukriya 2004 album song list for more songs and album details.