Dhoop Se Chhan Ke Lyrics, Singer & Song Details

Ramleela 2013 album cover

Ramleela 2013 Album Details

Sanjay Leela Bhansali
Sanjay Leela Bhansali
Garima, Siddhartth
Deepika Padukone, Ranveer Singh

album songs
Dhoop Se Chhan Ke
Singer : Shreya Ghoshal

Dhoop Se Chhan Ke Lyrics

Song Title = Dhoop Se Chhan Ke
Movie/album = Ramleela (2013)
Singers = Shreya Ghoshal
Song Lyricists = Garima, Siddhartth
Music Director = Sanjay Leela Bhansali
Director = Sanjay Leela Bhansali

Mp3 Song Lyrics

((Dhoop se chhan ke
Dhoop se chhan ke dhuaan mann huaa
Roop ye chamke tan anchhua..

Chhedte hain, bajte hain
Taar jo mann ke khanke chhanke hain
Kuchh to huaa..
Dhoop se chhan ke dhuaan mann huaa

Rom rom naapta hai
Ragon mein saanp saa hai
Sarara sararararar bhaage bewajah

Ho rom rom naapta hai
Ragon mein saanp saa hai
Sarara sararararar bhaage bewajah
Sarake hai, khiske hai
Mujhmein ye baske daske de gaya..
Dard bedawa..

Dhoop se chhan ke dhuan mann huaa..
Chhedte hain, bajte hain
Taar jo mann ke khanke chhanke hain
Ooo..ooo))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dhoop Se Chhan Ke

Dhoop Se Chhan Ke is a song from Ramleela 2013. It is sung by Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Garima, Siddhartth. Music information: Sanjay Leela Bhansali. Read the lyrics above and view the Ramleela 2013 album song list for more songs and album details.