Dhoom Dhadaka Patakha Lyrics, Singer & Song Details

Veer 1995 album cover

Veer 1995 Album Details

Kanti Shah
Dilip Sen, Sameer Sen
Maya Govind
Ishrat Ali, Dharmendra, Gautami

album songs
Dhoom Dhadaka Patakha
Singer : Kumar Sanu, Sushma Shrestha

Dhoom Dhadaka Patakha Lyrics

Song Title = Dhoom Dhadaka Patakha
Movie/Album = Veer (1995)
Singers = Kumar Sanu, Sushma Shrestha (Poornima)
Song Lyricists = Maya Govind
Music Composer = Dilip Sen, Sameer Sen
Director = Kanti Shah

Mp3 Song Lyrics

((Dhoom dhadaka pataka pataka
Dhoom dhadaka pataka pataka

Ladki hai yeh kya koi pataka
Dhoom dhadaka dhadaka
Dhoom dhadaka
Tan se hai iske kapdo ka dhaga
Dhoom dhadaka dhadaka dhoom dhadaka

Ho iski bedhangi si chal
Iske bikhre bikhre bal
Nakhro se hai mala mal
Jidhar jaye ho jaye wahi dhamaka
Dhoom dhadaka dhadaka dhoom dhadaka

Ladka ye aaya dada kaha ka
Dhoom dhadaka dhadaka dhoom dhadaka
Are bate banate ladki patata
Dhoom dhadaka dhadaka dhoom dhadaka
Are dekho mere rabba
Ye to lagta khali dabba
Hai ladko ke nam pe dhabba
Na namuna banaya hai mere aaka
Dhoom dhadaka dhadaka dhoom dhadaka
Dhoom dhadaka pataka dhoom dhadaka

Ye to cha sau valt ka khatra
Phir bhi hai sabnam ka katra
Ye to billi si gurrai
Dekho katne ko aayi
Kya mai apna rang dikhau
Tujh jaise ke hosh udau
Tujhko dharti pe le aau
Tujhko kadmo me jhukau
Gol gappe jaise hai teri jawani
Gol gappe jaise hai teri jawani
Kis chakki ka khati hai tu aata
Dhoom dhadaka dhadaka dhoom dhadaka
Dhoom dhadaka pataka dhoom dhadaka

Mai rangila mai albela
Mai hu majnu tu hai laila
Pyar me karti hai kyu jhamela
Warna rahna padega akela
Piche deewano ki line
Pyar ka mujhko nahi hai time
Tera mera kya hai mel
Tu passanger mai hu mel
Le jaunga tujhko dulhan banake
O gori o gori
Le jaunga tujhko dulhan banake
Banunga jawai mai teri maa ka
Dhoom dhadaka dhadaka dhoom dhadaka
Dhoom dhadaka pataka dhoom dhadaka

Ladki hai ye kya koi pataka
Dhoom dhadaka dhadaka dhoom dhadaka
Ladka ye aaya dada kaha ka
Dhoom dhadaka dhadaka dhoom dhadaka
Dhoom dhadaka dhadaka dhoom dhadaka...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Dhoom Dhadaka Patakha

Dhoom Dhadaka Patakha is a song from Veer 1995. It is sung by Kumar Sanu, Sushma Shrestha. Lyrics are credited to Maya Govind. Music information: Dilip Sen, Sameer Sen. Read the lyrics above and view the Veer 1995 album song list for more songs and album details.