Dhool Mein Jaisa Chhupa Phool Lyrics, Singer & Song Details

Bandhan 1956 album cover

Bandhan 1956 Album Details

Hemchandra Chunder
Hemanta Kumar
Rajendra Krishan
Pradeep Kumar, Meena Kumari, Motilal

album songs
Dhool Mein Jaisa Chhupa Phool
Singer : Hemanta Kumar

Dhool Mein Jaisa Chhupa Phool Lyrics

Song Title = Dhool Me Jaise Chhupa Phool
Movie/album = Bandhan (1956)
Singers = Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Hemanta Kumar Mukhopadhyay
Director = Hemchandra Chunder
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

(( Dhool me jaise chhupa phool
Aur chhupi phul me bat
Mati ke putle vaise hi
Parbhu hai tere pas
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar

Jat pat ke jhute bandhan
Mane jo insan
Wo murakh karta hai jag
Ke malik ka apman
Jat pat ke jhute bandhan
Mane jo insan
Wo murakh karta hai jag
Ke malik ka apman
Aapas me jo unch nich ki
Khadi kare diwar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar

Nil gagan ko dekh raha kyu
O parani nadan
Tu chahe to mil sakta hai
Dharti par bhagwan
Nil gagan ko dekh raha kyu
O parani nadan
Tu chahe to mil sakta hai
Dharti par bhagwan
Dekh kisi ke dukhiya dil me
Data ka darbar
Milega phir tujhko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar
Kare na jo bando se pyar
Milega kya usko kartar...))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Dhool Mein Jaisa Chhupa Phool Video

About Dhool Mein Jaisa Chhupa Phool

Dhool Mein Jaisa Chhupa Phool is a song from Bandhan 1956. It is sung by Hemanta Kumar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Hemanta Kumar. Read the lyrics above and view the Bandhan 1956 album song list for more songs and album details.