Dhol Baaje Dham Dham Lyrics, Singer & Song Details

Vada Tera Vada 1974 album cover

Vada Tera Vada 1974 Album Details

Batra Mohinder
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Arpana Choudhary, Danny Denzongpa, Krishan Dhawan

album songs
Dhol Baaje Dham Dham
Singer : Anand Bakshi, Lata Mangeshkar

Dhol Baaje Dham Dham Lyrics

Song Title = Dhol Baaje Dham Dham
Movie/album = Vada Tera Vada (1974)
Singers = Anand Bakshi, Lata Mangeshkar
Music Composer = Laxmikant, Pyarelal
Lyrics = Anand Bakshi
Director = Batra Mohinder

Mp3 Song Lyrics

((Dhol baaje dham dham
Mein jo chalu chham chham
Ha ha ha hoy hoy hoy
Dhol baaje dham dham
Mein jo chalu chham chham
Jaise paani ka rela jaise baadal akela
Jaise raja ki rani jaise gudiya naadani
Dhol baaje dham dham
Mein jo chalu chham chham
Jaise paani ka rela jaise baadal akela
Jaise raja ki rani jaise gudiya naadani
Dhol baaje dham dham
Me jo chalu chham chham

Dekho dekho kamaal dekho
Meri mastana chaal dekho
Dekho dekho kamaal dekho
Meri mastana chaal dekho
Naye mel naya khel
Nayi baat naya kaam
Mera sabko salaam
Laga logo ka mela khel maine khela
Khele koi khiladi jaise duniya yeh saari
Dhol baaje dham dham
Mein jo chalu chham chham

Meri aankhe katari jaisi
Mere baate bahar jaisi
Meri aankhe katari jaisi
Mere baate bahar jaisi
Mein hun kon mein hun phool
Mein hun teer mein hu jaal
Mere kitne hain naam
Mujhe chhu na deewane
Kya ho jaye na jane
Tu hain aisa siyana
Na ho jaye deewane
Dhol baaje dham dham
Mein jo chalu chham chham..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dhol Baaje Dham Dham

Dhol Baaje Dham Dham is a song from Vada Tera Vada 1974. It is sung by Anand Bakshi, Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Vada Tera Vada 1974 album song list for more songs and album details.