Dheere Se Jana Bagiyan Mein Lyrics, Singer & Song Details

Chhupa Rustam 1973 album cover

Chhupa Rustam 1973 Album Details

Vijay Anand
Sachin Dev Burman
Gopaldas Saxena
Dev Anand, Ajit, Vijay Anand

album songs
Dheere Se Jana Bagiyan Mein
Singer : Kishore Kumar

Dheere Se Jana Bagiyan Mein Lyrics

Song Title = Dheere Se Jana Bagiyan Mein
Movie/Album Name = Chhupa Rustam 1973
Singer(s) = KISHOR KUMAR
Song Lyricists = Gopaldas Saxena (Neeraj)
Music Composer = Sachin Dev Burman
Director = Vijay Anand
Music Label = Shemaroo
Release on = 7th May, 1973

Mp3 Song Lyrics

((Ai Ai Ai Sambhal, Sur Pakad Ke
Hmmmmmm Hey Hey Hey Haan

(Dheere Se Jaanaa) -2 Khatiyan Mein O.. Khatmal
Dheere Se Jaanaa Khatiyan Mein
Dheere Se Jaanaa Khatiyan Mein O.. Khatmal
Dheere Se Jaanaa Khatiyan Mein
Soyee Hai Raaj Kumaari, Soyee Hai
Soyee Hai Raaj Kumaari Dekh Rahi Meethe Sapne
(Jaa Jaa Chhup Jaa) -2 Takiyan Mein O.. Khatmal
Dheere Se Jaanaa Khatiyan Mein

Veeraan Thi Apni Zindagi Aur Soonaa Thaa Apnaa Makaan
Haai Haai Re Kismat

(Mile Mushkil Se Ye Mehmaan
Ho Bhi Jaate Shaayad Meharbaan) -2
Aag Lagaa Di Hai Sukhan Mein O.. Khatmal
Dheere Se Jaanaa Khatiyan Mein
Dheere Se Jaanaa Khatiyan...

[Dheere Se Jaana Khatiyan Mein Song Lyrics @http

=//www.playmp3song.com ]

Komal Hai Inkaa Badan
Kaante Si Teri Chubhan
Komal Komal Hai Inkaa Badan
Kaante Si Teri Chubhan
Baadhaa Daale, Nindiyan Mein O.. Khatmal
Dheere Se Jaanaa Khatiyan Mein

Ey Ey Kidhar Jaataa Hai
Khabar! Khabardaar! Haan.. Chhuup Chhup Ke?

(Kyon Chhup Chhup Ke Pyaar Kare Tu
Badaa Chhuupaa Huaa Rustam Hai Tu) -2
Le Le Hamko Bhi Sharan Mein.. O.. Khatmal
Dheere Se Jaanaa Khatiyan Mein
Dheere Se Jaanaa Khatiyan...

(Dheere Se Jaanaa) -3
Bagiyan Mein O.. Bhanvraa
Dheere Se Jaanaa Bagiyan Mein
..))
Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dheere Se Jana Bagiyan Mein

Dheere Se Jana Bagiyan Mein is a song from Chhupa Rustam 1973. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Gopaldas Saxena. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Chhupa Rustam 1973 album song list for more songs and album details.