Dheere Dheere Bol Ji Lyrics, Singer & Song Details

Dharti 1970 album cover

Dharti 1970 Album Details

C.V. Sridhar
Jaikishan, Shankar
Hasrat Jaipuri
Rajendra Kumar, Waheeda Rehman, Balraj Sahni

album songs
Dheere Dheere Bol Ji
Singer : Asha Bhosle

Dheere Dheere Bol Ji Lyrics

Song Lyrics Title = Dheere Dheere Bolo Ji
Song Lyrics Movie = Dharti (1970)
Singers =Asha Bhosle
Song Lyricists = Hasrat Jaipuri
Music Composer = Jaikishan, Shankar
Director = C.V. Sridhar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Shu shu shu shu shu shu
Dhire dheere bolo ji shu shu
Bhed mat kholo ji shu shu
Dhire dheere bolo ji shu shu
Bhed mat kholo ji shu shu
Deewaro ke bhi kan hai
Khatre me apni jaaan hai
Deewaro ke bhi kan hai
Khatre me apni jaaan hai
Shu shu dheere dheere bolo ji shu shu

Aaj ek udan hai dil ki har umang me
Bijliyo ka josh hai mere ang ang me
Aaj ek udan hai dil ki har umang me
Bijliyo ka josh hai mere ang ang me
Shu shu dheere dheere bolo ji shu shu
Bhed mat kholo ji shu shu
Dheere dheere bolo ji shu shu
Bhed mat kholo ji shu shu
Deewaro ke bhi kan hai
Khatre me apni jaan hai
Deewaro ke bhi kan hai
Khatre me apni jaan hai
Shu shu dheere dheere bolo ji shu shu

Geet jaise saz me saz ki awaz me
Do dilo ka raz hai raz rahe raz me
Geet jaise saz me saz ki awaz me
Do dilo ka raz hai raz rahe raz me
Shu shu dheere dheere bolo ji shu shu
Bhed mat kholo ji shu shu
Dheere dheere bolo ji shu shu
Bhed mat kholo ji shu shu
Deewaro ke bhi kan hai
Khatre me apni jaan hai
Deewaro ke bhi kan hai
Khatre me apni jaan hai
Shu shu dhire dhire bolo ji shu shu

Mast khyalat ko apne jajbat ko
Ho sake rok lo dil me dil ki bat ko
Mast khyalat ko apne jajbat ko
Ho sake rok lo dil me dil ki bat ko
Shu shu dheere dheere bolo ji shu shu
Bhed mat kholo ji shu shu
Dheere dheere bolo ji shu shu
Bhed mat kholo ji shu shu
Deewaro ke bhi kan hai
Khatre me apni jaan hai
Deewaro ke bhi kan hai
Khatre me apni jaan hai
Shu shu dheere dheere bolo ji shu shu..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Dheere Dheere Bol Ji

Dheere Dheere Bol Ji is a song from Dharti 1970. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Hasrat Jaipuri. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Dharti 1970 album song list for more songs and album details.