Dhai Akshar Prem Ke Lyrics, Singer & Song Details

Dhaai Akshar Prem Ke 2000 album cover

Dhaai Akshar Prem Ke 2000 Album Details

Raj Kanwar
Jatin Pandit, Lalit Pandit
Sameer
Abhishek Bachchan, Aishwarya Rai Bachchan, Amrish Puri

album songs
Dhai Akshar Prem Ke
Singer : Anuradha Paudwal,Babul Supriyo

Dhai Akshar Prem Ke Lyrics

Song Lyrics Title = Dhaai Akshar Prem Ke
Song Lyrics Movie = Dhaai Akshar Prem Ke 2000
Singer(s) = Anuradha Paudwal, Babul Supriyo
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Jatin Pandit, Lalit Pandit
Director = Raj Kanwar
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((jind mahiya, jind mahiya, (mere dhol sipahiya -2)
pal bhar me jadu kya ho gaya hai
jind mahiya, jind mahiya, mere dhol sipahiya
kya maine paya, kya kho gaya hai
jind mahiya, jind mahiya, mere dhol sipahiya
pal bhar me jadu kya ho gaya hai
kya maine paya, kya kho gaya hai
sharm see aaye kaise batau
tu padhle sajan meree aankho me
dhai akshar prem ke, dhai akshar prem ke
jind mahiya, jind mahiya, (mere dhol sipahiya -2)

ruth ne sajayee phulo kee doliya
bolo tum bhee bolo kuchh mithee boliya
hanse kyu kajal, ude kyu aanchal
mausam ko sab hai pata
janey kidhar se, chhupke najar se
dil peh koyee likh jaye
dhai akshar prem ke, dhai akshar prem ke

tadpana ghabarana, sharmana ishk hai
dilbar kee chahat me mar jana ishk hai
koyee naa janey hai sab divane, ishk ne hai sab ko mara
aag me jal gaya ek parvana, kehke jalti shama se
dhai akshar prem ke, dhai akshar prem ke

pal bhar me jadu kya ho gaya hai
kya maine paya, kya kho gaya hai
sharm see aaye, kaise batau
tu padh ley sajan meree aankho me
dhai akshar prem ke, dhai akshar prem ke
jind mahiya, jind mahiya, (mere dhol sipahiya -4)..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Dhai Akshar Prem Ke

Dhai Akshar Prem Ke is a song from Dhaai Akshar Prem Ke 2000. It is sung by Anuradha Paudwal,Babul Supriyo. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Jatin Pandit, Lalit Pandit. Read the lyrics above and view the Dhaai Akshar Prem Ke 2000 album song list for more songs and album details.