Dhadkata Hai Mera Dil Lyrics, Singer & Song Details

Baazi 1995 album cover

Baazi 1995 Album Details

Ashutosh Gowariker
Anu Malik
Sameer
Aamir Khan, Mamta Kulkarni, Paresh Rawal

album songs
Dhadkata Hai Mera Dil
Singer : Udit Narayan, Sadhna Sargam

Dhadkata Hai Mera Dil Lyrics

Song Lyrics Title= Dhadakta Hai Dil Mera
Song Lyrics Movie= Baazi (1995)
Singer =Udit Narayan, Sadhna Sargam
Lyricist =Sameer
Music Director =Anu Malik
Film Director =Ashutosh Gowariker
Film Producer =Salim Akhtar


Mp3 Song Lyrics

((dhadkta hai dil mera kaho to sunau
sunungi kabhi sanam abhi to mai jau
are eye ye kya kaha tumne kaha
are eye wohi jo suna tmne
ye bhi koi wakt hai janam kahi jane ka
mujhe jane doge ya shor mai machau
kaho to bas ek br baho me uthau
are eye ye kya kaha tumne
are eye wohi jo suna tumne
ye bhi koi wakt hai baho me ane ka
dhadkata hai dil mera kaho to sunau
sunungi phir kabhi abhi to mai jau
are eye

dil ye diwana tera mastana mera to na jor chale
leke kayi janam pahuchoge sanam leke kayi janam
dur nahi wo din bhi teri baho me ane ka
jo bhi hoga dekhungi abhi to mai jau
dhadkata hai dil mera kaho to sunau
sunungi phir kabhi abhi to mai jau
are eye

itna bhi jana gale na lagana ke ho jaye koi khata
pyar karna bhi kya koi khata hai janeman tu hi bata
yahi to sanam kahte hai ham par tuhi mane na
mar dalegi mujhe teri jau jau
acha baba man gayi abhi to mai jau

are eye ye kya kaha tumne kaha
are eye wohi jo suna tmne
ye bhi koi wakt hai janam kahi jane ka..))


Posted by : {Anamika Tyagi}

Dhadkata Hai Mera Dil Video

About Dhadkata Hai Mera Dil

Dhadkata Hai Mera Dil is a song from Baazi 1995. It is sung by Udit Narayan, Sadhna Sargam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Baazi 1995 album song list for more songs and album details.