Dhadkane Lagata Hai Mera Dil Lyrics, Singer & Song Details

Dil Tera Diwana 1962 album cover

Dil Tera Diwana 1962 Album Details

B. Ramakrishnaiah Panthulu
Jaikishan, Shankar
None
Shammi Kapoor, Mala Sinha, Mehmood

album songs
Dhadkane Lagata Hai Mera Dil
Singer : Mohammad Rafi

Dhadkane Lagata Hai Mera Dil Lyrics

Song Lyrics = Dhadkane Lagata Hai Mera Dil
Movie or Album = Dil Tera Diwana (1962)
Singer(s) = Mohammad Rafi
Music Director(s) = Shankar-Jaikishan

Mp3 Song Lyrics

((dhadkane lagata hai mera dil tere naam se - (2)
aisa lagata hai ke abb hum gaye kaam se) - (2)

mere dil mein jabse tuta tere nain ka teer
dil mein rehkar ban gaya woh toh teri hi tasbeer
nind nahi aati hai mujhako aaraam se
aisa lagata hai ke abb hum gaye kaam se
dhadkane lagata hai mera dil tere naam se
aisa lagata hai ke abb hum gaye kaam se

teri baatein tere kisse rehate hain hardam
mehfil ho ya viraana ho ya koyi mausam
darate nahi hain ham ishq ke anjaam se
aisa lagata hai ke abb hum gaye kaam se
dhadkane lagata hai mera dil tere naam se
aisa lagata hai ke abb hum gaye kaam se ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dhadkane Lagata Hai Mera Dil

Dhadkane Lagata Hai Mera Dil is a song from Dil Tera Diwana 1962. It is sung by Mohammad Rafi. Lyrics are credited to None. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Dil Tera Diwana 1962 album song list for more songs and album details.