Dhadka Dil Dhak Se Lyrics, Singer & Song Details

Bewaqoof 1960 album cover

Bewaqoof 1960 Album Details

I. S. Johar
Sachin Dev Burman
Majrooh Sultanpuri
Kishore Kumar, Mala Sinha, I.S. Johar

album songs
Dhadka Dil Dhak Se
Singer : Asha Bhosle, Manna Dey

Dhadka Dil Dhak Se Lyrics

Song Title = Dhadka Dil Dhak Se
Movie/album = Bewaqoof (1960)
Singers = Asha Bhosle, Manna Dey
Song Lyricists = Majrooh Sultanpuri
Music Director = Sachin Dev Burman
Director = I.S. Johar
Music Label = Saregama
Release on = 22nd July, 1960

Mp3 Song Lyrics

Dhadka dil dhak se dekha hai jabse
((Mar gaye hum tabse tauba tauba ho
Tauba tauba
Dhadka dil dhak se dekha hai jabse
Mar gaye hum tabse tauba tauba ho
Tauba tauba

Hosh nahi aise nagme baras gaye
Vallah pyare nain to phir bhi taras gaye
Hosh nahi aise nagme baras gaye
Vallah pyare nain to phir bhi taras gaye
Kya gujar gayi puchho mere rab se
Kya kya ghjar gayi puchho mere rab se
Dhadka dil dhak se dekha hai jabse
Mar gaye hum tabse tauba tauba ho
Tauba tauba

Aankh mili jaise bijli chamak gayi
Nain mile dil ki duniya chahak gayi
Aankh mili jaise bijli chamak gayi
Nain mile dil ki duniya chahak gayi
Hale dil mera puchho chahe sabse
Kya kya gujar gayi puchho mere rab se
Dhadka dil dhak se dekha hai jabse
Mar gaye hum tabse tauba tauba ho
Tauba tauba

Tapte rahe bekarar bane tere liye
Raste me intzar bane tere liye
Tapte rahe bekarar bane tere liye
Raste me intzar bane tere liye
Hum khade hai pyare kab se tere liye
Kya kya gujar gayi puchho mere rab se
Dhadka dil dhak se dekha hai jabse
Mar gaye hum tabse tauba tauba ho
Tauba tauba...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

Dhadka Dil Dhak Se Video

About Dhadka Dil Dhak Se

Dhadka Dil Dhak Se is a song from Bewaqoof 1960. It is sung by Asha Bhosle, Manna Dey. Lyrics are credited to Majrooh Sultanpuri. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Bewaqoof 1960 album song list for more songs and album details.