Dene Wala Jab Bhi Lyrics, Singer & Song Details

Hera Pheri 2000 album cover

Hera Pheri 2000 Album Details

Priyadarshan
Anu Malik
Sameer
Paresh Rawal, Akshay Kumar, Sunil Shetty

album songs
Dene Wala Jab Bhi
Singer : Hariharan, Vinod Rathod

Dene Wala Jab Bhi Lyrics

Song Lyrics Title = Dene Wala Jab Bhi Deta
Song Lyrics Movie/Album Name = HERA PHERI
Singer(s) = HARIHARAN, VINOD RATHOD, ABHIJIT,
ANNU MALIK
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Anu Malik
Director = Priyadarshan

Mp3 Song Lyrics

((paisa are money money
lagta hai apna bhi time fine hai bhai
note pe note chap rahele hain
khushiyon ki baaraat hai paison ki barsaat hai
sache ho gaye saare sapne khule naseeba yaar ke
dene wala jab bhi deta deta chappar phaad ke
kiti kiti kitna kiti kiti kitna
dik taana dik taana tikna tikna

sab kehte hain hello, hello saath hamaare chalo chalo
sabko mujhase kaam hai duniya bhar mein naam hai
bangala bhi hai gaadi bhi hai mehki mehki baadi bhi hai
dene wala jab bhi ...

meetha hai jal jog ka khana chappan bhog ka
saaki meena jaam hai pista hai baadaam hai
sej saji hai phoolon wali aane wali hai nakharaali
dene wala jab bhi ...

i say he he he what you got to say
paris wala suit hai ye london ka boot hai
haan apna bhi style hai
are haathon mein mobile hai
ha ha
mujhko pakde are mujhko choomein
aage peechhe pariyaan ghoomein
dene wala jab bhi ... ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dene Wala Jab Bhi

Dene Wala Jab Bhi is a song from Hera Pheri 2000. It is sung by Hariharan, Vinod Rathod. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Hera Pheri 2000 album song list for more songs and album details.