Dekhte Dekhte Hum Kahan Lyrics, Singer & Song Details

Humko Deewana Kar Gaye 2006 album cover

Humko Deewana Kar Gaye 2006 Album Details

Raj Kanwar
Anu Malik
Sameer
Akshay Kumar, Katrina Kaif, Bipasha Basu

album songs
Dekhte Dekhte Hum Kahan
Singer : Abhijeet, Alka Yagnik

Dekhte Dekhte Hum Kahan Lyrics

Song Title = Dekhte Dekhte Hum Kahan
Album Name = Humko Deewana Kar Gaye
Singer Names = Abhijeet,Alka Yagnik,
Song Lyricists = Sameer
Music Composer = Anu Malik
Director = Raj Kanwar

Mp3 Song Lyrics

((Dekhte dekhte hum kahan kho gaye
Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye
Dekhte dekhte hum kahan kho gaye
Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye
Chaahaton ke safar mein pata na chala
Chaahaton ke safar mein pata na chala
Manzilein thi yahan raaste kho gaye

Dekhte dekhte hum kahan kho gaye
Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye
Chaahaton ke safar mein pata na chala
Chaahaton ke safar mein pata na chala
Manzilein thi yahan raaste kho gaye
Dekhte dekhte hum kahan kho gaye

Oh thandi thandi hawaon mein koyi
Ho garm shola pirone laga hai
Pyaar ki barf se jism-o-jaan ko bhigone laga hai

Do dilon ke ehsaas ka yeh to mausam hai pyaas ka
Sochte sochte hum kahan kho gaye
Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye

Chaahaton ke safar mein pata na chala
Chaahaton ke safar mein pata na chala

Manzilein thi yahan raaste kho gaye

Dekhte dekhte hum kahan kho gaye

Ho tune chaaha humein jaan-e-jaana
Yeh to deewangi ka sila hai
Lag raha kyon humein aaj humko zamaana mila hai

Aisi baatein karte raho youn hi humpe marte raho
Humsafar humsafar hum kahan aa gaye
Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye

Chaahaton ke safar mein pata na chala
Chaahaton ke safar mein pata na chala

Manzilein thi yahan raaste kho gaye

Dekhte dekhte hum kahan kho gaye
Jaan-e-man ishq mein kya se kya ho gaye
Chaahaton ke safar mein pata na chala
Chaahaton ke safar mein pata na chala
Manzilein thi yahan raaste kho gaye
Manzilein thi yahan raaste kho gaye..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dekhte Dekhte Hum Kahan

Dekhte Dekhte Hum Kahan is a song from Humko Deewana Kar Gaye 2006. It is sung by Abhijeet, Alka Yagnik. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Humko Deewana Kar Gaye 2006 album song list for more songs and album details.