Dekhoji Dekho Jeevan Mein Lyrics, Singer & Song Details

Singapore 1960 album cover

Singapore 1960 Album Details

Shakti Samanta
None
None
Shammi Kapoor, Padmini, Maria Menado, Shashikala, Agha, K N Singh, Madan Puri

album songs
Dekhoji Dekho Jeevan Mein
Singer : Lata Mangeshkar

Dekhoji Dekho Jeevan Mein Lyrics

Song Title = Dekhoji Dekho Jeevan Mein
Movie/album =Singapore (1960)
Singers = Lata Mangeshkar

Mp3 Song Lyrics

((Dekho ji dekho sun lo ye baat
Jiwan me ek baar aana singapur
Dil ka khajana dungi tujhe
Jiwan me ek baar aana singapur
Dekho ji dekho sun lo ye baat
Jiwan me ek baar aana singapur

Naino ke ayine me tasvir hai tumhari
Mano na tum to paas aake dekhlo
Hota hai pyar kaisa kahte hai pyar kisko
Jano na tum to dil lagake dekhlo
Kahta hi tumse dil ka ye mor
Jiwan me ek baar aana singapur
Dekho ji dekho sun lo ye baat
Jiwan me ek baar aana singapur

Dil me bithaungi mai
Apna banaugi mai
Raho me dil bichaungi mai tere liye
Baho se bandh lungi
Ulfat se gher lungi
Aaye jo aap is taraf mere liye
Tod na dena sathi dil ki dor
Jiwan me ek baar aana singapur
Dekho ji dekho sun lo ye baat
Jiwan me ek baar aana singapur

Achha to wada karlo
Aaoge kis din milne
Mere dildar sukriya sukriya
Dil ka payam hai ye tu jo kubul kar le
Tera so bar sukriya sukariya
Bhul na jana o dil ke chor
Jiwan me ek baar aana singapur
Dekho ji dekho sun lo ye baat
Jiwan me ek baar aana singapur
Dil ka khajana dungi tujhe
Jiwan me ek baar aana singapur))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dekhoji Dekho Jeevan Mein

Dekhoji Dekho Jeevan Mein is a song from Singapore 1960. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Singapore 1960 album song list for more songs and album details.