Dekho Na Saja Hai Yaha Lyrics, Singer & Song Details

Humsafar 2008 album cover

Humsafar 2008 Album Details

None
Kalyan Barua
Mehboob
None

album songs
Dekho Na Saja Hai Yaha
Singer : K.K.

Dekho Na Saja Hai Yaha Lyrics

Song Lyrics Title = Dekho Na Saja Hai Yaha
Movie or Album = Humsafar
Singer(s) = K.K.
Music Director(s) = Kalyan Barua
Lyricist(s) = Mehboob

Mp3 Song Lyrics

((dekho na saja hai yaha pe mela dil ka
jine ko jaruri hai ke ho dil ka sauda
kabhi toh khushi hai, kabhi hai ghum, iss mele mein yaar
har koyi magar karein hai phir bhi dekho na pyar
deewaano se bhara jahaan yeh, pyar ka hu main bhi deewaana
gaao na mere sang tum yeh taraana

kisi ne kahaan hai khuda bhi yaar ko
kisi ne toda hai pahaadon ko bhi yeh suno
koyi toh duba hai nadi mein hasake yaar ke saath
hai yahi junun, yahi hai pyar ki pyari si baat
deewaano se bhara jahaan yeh, pyar ka hu main bhi deewaana
gaao na mere sang tum yeh taraana

deewaano se bhara jahaan yeh, pyar ka hu main bhi deewaana
gaao na mere sang tum yeh taraana

wo wo wo wo..........))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dekho Na Saja Hai Yaha

Dekho Na Saja Hai Yaha is a song from Humsafar 2008. It is sung by K.K.. Lyrics are credited to Mehboob. Music information: Kalyan Barua. Read the lyrics above and view the Humsafar 2008 album song list for more songs and album details.