Dekho Mere Gaon Mein Lyrics, Singer & Song Details

Kushti 2010 album cover

Kushti 2010 Album Details

T. K. Rajeev Kumar
Tauseef Akhtar, Srinivas
Sameer
Nargis Bagheri, Dalip Singh Rana, Rocky, Rajpal Yadav, Om Puri, Manoj Joshi

album songs
Dekho Mere Gaon Mein
Singer : Abhijeet Bhattacharya

Dekho Mere Gaon Mein Lyrics

Song Title = Dekho Mere Gaon Mein
Movie/Album = Kushti (2010)
Singer = Abhijeet Bhattacharya
Lyricst = Sameer
Director = Tauseef Akhtar, Srinivas

Mp3 Song Lyrics

((dekho mere gaon mein
ghani ghani chaon mein
[repeat]
phoolon wala mera
bhanwaron wala rela
nadi kinaare gori naache
ghungru pehne paaon mein

dekho mere gaon mein
ghani ghani chaon mein


kahin darpan ke aage sajna ki jawaani
kahin akhaarre mein karey koi pehelwani
baansuri koi bajaey, koi malhaar gaey
koi nain churaey kisi dhaaon mein

dekho mere gaon mein
ghani ghani chaon mein


koi abhineta lage, bane koi neta
palak jhapakte hi koi jhansa deta
koi prambh chaari, koi hai shikaari
koi haare jeete kahin kawon mein

dekho mere gaon mein
ghani ghani chaon mein
phoolon wala mera
bhanwaron wala rela
nadi kinaare gori naache
ghungru pehne paaon mein

dekho mere gaon mein
ghani ghani chaon mein...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Dekho Mere Gaon Mein

Dekho Mere Gaon Mein is a song from Kushti 2010. It is sung by Abhijeet Bhattacharya. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Tauseef Akhtar, Srinivas. Read the lyrics above and view the Kushti 2010 album song list for more songs and album details.