Dekho Mera Dil Machal Lyrics, Singer & Song Details

Suraj 1966 album cover

Suraj 1966 Album Details

T. Prakash Rao
Jaikishan, Shankar
None
Vyjayanthimala, Rajendra Kumar, Ajit, Mumtaz, Johnny Walker

album songs
Dekho Mera Dil Machal
Singer : Sharda Rajan Iyengar

Dekho Mera Dil Machal Lyrics

Song Title = Dekho Mera Dil Machal
Movie/album =Suraj (1966)
Singers = Sharda Rajan Iyengar
Music Director = Jaikishan, Shankar
Director = T. Prakash Rao

Mp3 Song Lyrics

((Dekho mera dil machal gaya
Unhe dekha aur badal gaya
Machal gaya dil mera
Dekho mera dil machal gaya
Unhe dekha aur badal gaya
Machal gaya dil mera
Dekho mera dil machal gaya

Chahat ka rog lagake
Aankho me unko basake
Chahat ka rog lagake
Aankho me unko basake
Dil ki ye aag laga ke
Pachhtau mai
Pachhtau mai
Dekho mera dil machal gaya
Unhe dekha aur badal gaya
Machal gaya dil mera
Dekho mera dil machal gaya

Jeena hai mushqil un bin
Bigde hai halat gin gin
Jeena hai mushqil un bin
Bigde hai halat gin gin
Birha ki agan me pal chin
Jalti rahe
Jalti rahe
Dekho mera dil machal gaya
Unhe dekha aur badal gaya
Machal gaya dil mera
Dekho mera dil machal gaya
Unhe dekha aur badal gaya
Machal gaya dil mera
Dekho mera dil machal gaya. .))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dekho Mera Dil Machal

Dekho Mera Dil Machal is a song from Suraj 1966. It is sung by Sharda Rajan Iyengar. Lyrics are credited to None. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Suraj 1966 album song list for more songs and album details.