Dekho Ji Raat Ko Jhulam Lyrics, Singer & Song Details

Be Imaan 1972 album cover

Be Imaan 1972 Album Details

Sohanlal Kanwar
Jaikishan, Shankar
Verma Malik
Manoj Kumar, Rakhee Gulzar, Nazima

album songs
Dekho Ji Raat Ko Jhulam
Singer : Asha Bhosle

Dekho Ji Raat Ko Jhulam Lyrics

Song Tilte = Dekho Ji Raat Ko Julam Ho Gaya
Movie/album = Be-Imaan (1972)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Verma Malik
Music Director = Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi
Director = Sohanlal Kanwar
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Dekho ji raat ko julam ho gaya
Ungali dabake chudi chhankake
Mujhko jagake jaane khud
So gaya khud so gaya
Dekho ji raat ko julam ho gaya
Ungali dabake chudi chhankake
Mujhko jagake jaane khud
So gaya khud so gaya
Khud so gaya dekho ji
Raat ko julam ho gaya

Julfo ko chheda aachal udaya
Baaho ko chhua mujhko sataya
Deke bharose deke dilaase
Dard uthake aag lagake
Aankhe milake ye sitam ho gaya
Haye haye ungali
Dabake haye chhankake
Mujhko jagake jaane khud
So gaya khud so gaya
Dekho ji raat ko julam ho gaya

Meri hai galati meri naadani
Samajhi naa teri main beimaani
Aisa naa dekha chor anokha
Pyar ka waada waade mein dhoka
Puchhe bina hi mera dil le gaya
Ungali dabake chudi chhankake
Mujhko jagake jaane khud
So gaya khud so gaya
Dekho ji raat ko julam ho gaya

Meri adaye hai mastani mujhko
To chaahe duniya deewani
Dekha jo usko hui hairani
Buddhe pe dekho aa gayi jawani
Buddhe ko tauba
Tauba ye kya ho gaya
Are are are ungali
Dabake chudi chhankake
Mujhko jagake jaane khud
So gaya khud so gaya
Dekho ji raat ko julam ho gaya
Ungali dabake haye chudi chhankake
Mujhko jagake jaane khud so gaya
Khud so gaya dekho ji
Raat ko julam ho gaya...))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Dekho Ji Raat Ko Jhulam Video

About Dekho Ji Raat Ko Jhulam

Dekho Ji Raat Ko Jhulam is a song from Be Imaan 1972. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Verma Malik. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Be Imaan 1972 album song list for more songs and album details.