Dekho Ji Aankhon Mein Dekho Lyrics, Singer & Song Details

Jwala 1971 album cover

Jwala 1971 Album Details

M.V. Raman
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Sunil Dutt, Sohrab Modi, Madhubala

album songs
Dekho Ji Aankhon Mein Dekho
Singer : Lata Mangeshkar

Dekho Ji Aankhon Mein Dekho Lyrics

Song Title = Dekho Ji Aankhon Mein Dekho
Movie/Album = Jwala (1971)
Singer = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Shailendra
Music Composer = Jaikishan, Shankar
Director = M.V. Raman

Mp3 Song Lyrics

((dekho ji aankho me dekho
aankhe hamari sapne tumhare
dekho ji aankho me dekho
aankhe hamari sapne tumhare
bolo ji bolo aaye hai kaise
arma tumhare dil me hamare
oo ho dekho ji

jane ye kaisi tumne saza di
dil ko luta ke bhi humne duva di
oo jane ye kaisi tumne saza di
dil ko luta ke bhi humne duva di
haye humne duva di
socho ji aye ji kyu ban rahe hai
ishare tumhare mere kahare,oo
dekho ji aankho me dekho
aankhe hamari sapne tumhare
oo ho dekho ji

tumne jo dekha bas kho gaye hum
tum hi bata do na kya ho gaye hum
tumne jo dekha bas kho gaye hum
tum hi bata do na kya ho gaye hum
haye kya ho gaye hum
man bhi aankho ke dore
tumne nihare tumnre nikhare
oo dekho ji aankho me dekho
aankhe hamari sapne tumhare
dekho ji

ek sath aise do dil dole
nindiya me jaise koi sargam bole
oo ek sath aise do dil dole
nindiya me jaise koi sargam bole
haye sargam bole
dekho ji apni khushi se
na tum jite na hum hare
dekho ji aankho me dekho
aankhe hamari sapne tumhare..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dekho Ji Aankhon Mein Dekho

Dekho Ji Aankhon Mein Dekho is a song from Jwala 1971. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Jwala 1971 album song list for more songs and album details.