Dekhiye Kis Kadar Humko Lyrics, Singer & Song Details

Mere Jeevan Saathi 2006 album cover

Mere Jeevan Saathi 2006 Album Details

Suneel Darshan
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Akshay Kumar, Karisma Kapoor, Amisha Patel, Gulshan Grover

album songs
Dekhiye Kis Kadar Humko
Singer : Alka Yagnik

Dekhiye Kis Kadar Humko Lyrics

Song Title = Dekhiye Kis Kadar Humko
Movie/album = Mere Jeevan Saathi (2006)
Singers = Alka Yagnik
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Suneel Darshan
Music Label = Shree Krishna Audio

Mp3 Song Lyrics

((dekhiye kis kadar humko tumse pyaar hai
har taraf aap ki taswir hai
har taraf aap ki taswir hai

dekhiye kis kadar humko tumse pyaar hai
dekhiye kis kadar humko tumse pyaar hai
har taraf aap ki taswir hai
har taraf aap ki taswir hai
imtihaan hai yeh chaahat ka izhaar hai
imtihaan hai yeh chaahat ka izhaar hai
humne samjha tumhe apni taqdir hai
humne samjha tumhe apni taqdir hai

humne socha tha yeh aap ke aane tak
inhi taswiro se baate kar lenge
humne socha tha yeh aap ke aane tak
inhi taswiro se baate kar lenge
zara sa hans lenge zara sa ro lenge
inhi taswiron se mulaqate kar lenge
tumko dekhe bina jina dushwaar hai
tumko dekhe bina jina dushwaar hai
har taraf aap ki taswir hai
imtihaan hai yeh chaahat ka izhaar hai
humne samjha tumhe apni taqdir hai

kaisi yeh chaahat hai kitne hum pyase hai
aap na samjhenge pyas yeh humaari
kaisi yeh chaahat hai kitne hum pyase hai
aap na samjhenge pyas yeh humaari
aap ki baaho me hum bikhar jaayenge
aapne de di hai aisi beqaraari
kya hasin dilnashi yeh didaar hai
kya hasin dilnashi yeh didaar hai
har taraf aap ki taswir hai
dekhiye kis kadar humko tumse pyaar hai
har taraf aap ki taswir hai
har taraf aap ki taswir hai..))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dekhiye Kis Kadar Humko

Dekhiye Kis Kadar Humko is a song from Mere Jeevan Saathi 2006. It is sung by Alka Yagnik. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Mere Jeevan Saathi 2006 album song list for more songs and album details.