Dekhe Meri Aankhon Mein Jo Lyrics, Singer & Song Details

Main Aur Charles 2015 album cover

Main Aur Charles 2015 Album Details

Prawaal Raman
Aditya Trivedi
Kartik Chaudhry
Randeep Hooda, Adil Hussain, Richa Chadda, Tisca Chopra, Alexx O Nell

album songs
Dekhe Meri Aankhon Mein Jo
Singer : Saba Azad

Dekhe Meri Aankhon Mein Jo Lyrics

Song Title = Dekhe Meri Aankhon Mein Jo
Movie/album = Main Aur Charles (2015)
Singers = Saba Azad
Song Lyricists = Kartik Chaudhry
Music Director = Aditya Trivedi
Director = Prawaal Raman
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Jaan ho meri jaan kyun ho khafa
Mere dil ki sun aawaaz
Sun le ab khul jaayenge raaz

Dekhe meri aankhon mein jo
Chadh jaaye nasha
Nazrein mila ke dekh
Jaan paas aake dekh
Jaam dhoondhta hai tu kya

Ghum raaton ke o shehzaade
Ghum tera pataa
Farzi taank jhank mein
Ye murjhi si talaash mein
Shikaar dhoondhta hai tu kya

Sham hai paheli ye raat ajnabi si
Chhayi bechainiyaan
Jaan bhi akeli koi thaam le hatheli
Kyun ye betaabiyaan

Dekhe meri aankhon mein jo
Chadh jaaye nasha
Nazrein mila ke dekh
Jaan paas aake dekh
Jaam dhoondhta hai tu kya

Khamoshiyan bhi ye teri bayaan kare kahaani
Behki si, behti si, shamein jo thi ruhaani

Sham hai paheli ye raat ajnabi si
Chhayi bechainiyaan
Jaan bhi akeli koi thaam le hatheli
Kyun ye betaabiyaan

Dekhe meri aankhon mein jo
Chadh jaaye nasha
Nazrein mila ke dekh
Jaan paas aake dekh
Jaam dhoondhta hai tu kya

Ghum raaton ke o shehzaade
Ghum tera pataa
Farzi taank jhank mein
Ye murjhi si talaash mein
Shikaar dhoondhta hai tu kya

Dekhe meri aankhon mein jo
Chadh jaaye nasha
Nazrein mila ke dekh
Jaan paas aake dekh
Jaam dhoondhta hai tu kya...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dekhe Meri Aankhon Mein Jo

Dekhe Meri Aankhon Mein Jo is a song from Main Aur Charles 2015. It is sung by Saba Azad. Lyrics are credited to Kartik Chaudhry. Music information: Aditya Trivedi. Read the lyrics above and view the Main Aur Charles 2015 album song list for more songs and album details.