Dekhe Akele Humne Solah Mele Lyrics, Singer & Song Details

Ek Vivaah Aisa Bhi 2008 album cover

Ek Vivaah Aisa Bhi 2008 Album Details

Kaushik Ghatak
Ravindra Jain
Ravindra Jain
Isha Koppikar, Sonu Sood, Anand Abhyankar

album songs
Dekhe Akele Humne Solah Mele
Singer : Shreya Ghoshal

Dekhe Akele Humne Solah Mele Lyrics

Song Title = Dekhe Humne Akele Solah Mele
Movie/Album = Ek Vivaah Aisa Bhi
Singers = Shreya Ghoshal
Song Lyricists = Ravindra Jain
Music Director = Ravindra Jain
Director = Kaushik Ghatak
Music Label = Big Music

Mp3 Song Lyrics

((Hmmm hmm..
O ho ho ho..

Dekhe akele humne solah mele,
Dekhe akele humne solah mele,
Saawan bhaado ke teer kayi jhele,
Hoo..woh na aaye re,
Hoo..rona aaye re,
Zulmi ne humko tarsaayi ke tarsaayi ke maara,
Zulmi ne humko tarsaayi ke tarsaayi ke maara,
Dekhe akele humne solah mele..

Apna banaye naa,
Hoo aake garba lagaye naa,
Tairi jisi bhi jaaye naa,aaaa
Vaadon pe kahan tak kare hum guzara,
Hoo..woh na aaye re,
Hoo..rona aaye re,
Baali umar mein bharmayi ke bharmayi ke maara,
Zulmi ne humko tarsaayi ke tarsaayi ke maara..

Saawad aawad keh gayo,
Kar gayo kal anake,
garta garta ghas gayi bhaari,
Aanganiyaan ri rekh..

Kangana sataye, ho
Re shore payal machaey ho,
Haii bindiya jaraye ho, ooo
Puche sab aayega piya kab tumhara,
Hoo..woh na aaye re,
Hoo..rona aaye re,
Sapna milan ka dikhlayi ke dikhlayi ke maara,
Zulmi ne humko tarsaayi ke tarsaayi ke maara,
Dekhe akele humne solah mele...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dekhe Akele Humne Solah Mele

Dekhe Akele Humne Solah Mele is a song from Ek Vivaah Aisa Bhi 2008. It is sung by Shreya Ghoshal. Lyrics are credited to Ravindra Jain. Music information: Ravindra Jain. Read the lyrics above and view the Ek Vivaah Aisa Bhi 2008 album song list for more songs and album details.