Dekha Tumhe Hain Jabse Lyrics, Singer & Song Details

Mr Hot Mr Kool 2007 album cover

Mr Hot Mr Kool 2007 Album Details

Partho Ghosh
Rishi, Ranjit
Mani
Kishore Anand Bhanushali, Mushtaq Khan, Shahbaaz Khan

album songs
Dekha Tumhe Hain Jabse
Singer : Labh Janjua, Shaan

Dekha Tumhe Hain Jabse Lyrics

Song Title = Dekha Tumhe Hain Jabse
Movie/Album = Mr. Hot Mr. Kool (2007)
Singers = Labh Janjua, Shaan
Song Lyricists = Mani
Music Director = Rishi - Ranjit
Director = Partho Ghosh
Music Label = Eros

Mp3 Song Lyrics

((Dekha tumhe hain jabse sanam
Mere khayaalon mein sirf tum
Dhunde tumhein hi meri nazar
Behake hain mere kadam
Pehale pyaar ka huwa hai mere
Dil pe aisa asar
Tumko mehsus kiya hain maine
Bas shaamo sehar
Dekha tumhe hain jabse sanam
Mere khayaalon mein sirf tum
Dhunde tumhein hi meri nazar
Behake hain mere kadam

Tumse hai meri zindagi
Tumse hai har khwayish meri
Tumse hai gum aur khusi
Tumse hai meri bandagi
Tum hi ho mere hamsafar
Mushkil ho kitani bhi dagar
Thaama jo ye haath hai
Chutega na ye umrr bhar

Dekha tumhe hain jabse sanam
Mere khayaalon mein sirf tum
Dhunde tumhein hi meri nazar
Behake hain mere kadam
Pehale pyaar ka huwa hai mere
Dil pe aisa asar
Tumko mehsus kiya hain maine
Bas shaamo sehar

Bholi si teri ye hasi
Dil pe jaadu hai kar rahi
Teri aankho mein mujhe
Dikhati hai baatein ankaheen
Dekha jo tumne mujhe
Main ho gayi hoon aur hasi
Lagata hain tum aa gayein
Aahat sun main jab koi
Dekha tumhe hain jabse sanam
Mere khayaalon mein sirf tum
Dhunde tumhein hi meri nazar
Behake hain mere kadam
Pehale pyaar ka huwa hai mere
Dil pe aisa asar
Tumko mehsus kiya hain maine
Bas shaamo sehar))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dekha Tumhe Hain Jabse

Dekha Tumhe Hain Jabse is a song from Mr Hot Mr Kool 2007. It is sung by Labh Janjua, Shaan. Lyrics are credited to Mani. Music information: Rishi, Ranjit. Read the lyrics above and view the Mr Hot Mr Kool 2007 album song list for more songs and album details.