Dekha Na Kaise Dara Diya Lyrics, Singer & Song Details

Dildaar 1977 album cover

Dildaar 1977 Album Details

K. Bapaiah
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Jeetendra, Rekha, Sujit Kumar

album songs
Dekha Na Kaise Dara Diya
Singer : Asha Bhosle, Kishore Kumar

Dekha Na Kaise Dara Diya Lyrics

Song Title = Dekhna Kaise Dara Diya
Movie/album = Dildaar (1977)
Singers = Asha Bhosle, Kishore Kumar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant, Pyarelal
Director = K. Bapaiah

Mp3 Song Lyrics

((Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Achha arey baba bahadur
Hai kya kehne aapke

O meri ma mar gayi main
To jo tune gira diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya

Chhod chhad ke gaon ko
Mar mitne ki mauj mein
Arey chhod chhad ke gavo ko
Mar mitne ki mauj mein
Kar dekhe kuchh naujawa
Bharti hoke fauj mein
Maine bhi apna naam
Unme likha diya
Arey re re re ye kya kiya
Mera kya hoga kaise jiungi
Main to mar jaungi ha ha
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya

Darke raat ko sapne mein ha
Darke raat ko sapne mein
Maine shor machaya tha
Ma ne puchha kya huya
Kya huya arey kaun
Yaha par aaya tha
Main to nahi aaya tha
Par galti se maine
Tera naam bata diya
Arey re re re ye kya kiya
Ab kya hoga kaise
Hoga kya karege
Arey kaise milenge ha ha
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dekha Na Kaise Dara Diya

Dekha Na Kaise Dara Diya is a song from Dildaar 1977. It is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Dildaar 1977 album song list for more songs and album details.