Dekha Mujhe To Lyrics, Singer & Song Details

Ghazal King Gulzar album cover

Ghazal King Gulzar Album Details

Ghazal King Gulzar
Bhupinder Singh
Gulzar
Ghazal King Gulzar

album songs
Dekha Mujhe To
Singer : Bhupinder Singh

Dekha Mujhe To Lyrics

Song Lyrics Title = Dekha Mujhe To
Movie/Album Name = Ghazal King Gulzar
Singers= Bhupinder Singh
Song Lyricists= Gulzar
Music Director= Bhupinder Singh
Music Label= Times Music
Starring= Bhupinder Singh, Mitali Singh, Gulzar
Release on= 15th February, 2013

Mp3 Song Lyrics

(( Dekha mujhe to shaam ka
Chehra utar gaya
Chehra utar gaya
Dekha mujhe to shaam ka
Chehra utar gaya
Leta hua tha kabra mein
Aur din guzar gaya
Dekha mujhe to shaam ka
Chehra utar gaya
Chehra utar gaya
Chehra utar gaya

Aawaz goonjti hui,
Paazeb ki gayi
Aawaz goonjti hui,
Paazeb ki gayi
Aawaz goonjti hui,
Paazeb ki gayi
Dariya mein tairta hua,
Koi bhanvar gaya
Dariya mein tairta hua,
Koi bhanvar gaya
Koi bhanvar gaya
Dekha mujhe to shaam ka
Chehra utar gaya
Chehra utar gaya
Chehra utar gaya

Jo shaks har gunaah mein
Shaamil tha mere saath
Jo shaks har gunaah mein
Shaamil tha mere saath
Jo shaks har gunaah mein
Shaamil tha mere saath
Har roz uth ke poochta hoon,
Wo kidhar gaya
Har roz uth ke poochta hoon,
Wo kidhar gaya
Wo kidhar gaya
Leta hua tha kabra mein
Aur din guzar gaya
Dekha mujhe to shaam ka
Chehra utar gaya
Chehra utar gaya
Chehra utar gaya.))

Posted by : {Soni Kumari}

About Dekha Mujhe To

Dekha Mujhe To is a song from Ghazal King Gulzar. It is sung by Bhupinder Singh. Lyrics are credited to Gulzar. Music information: Bhupinder Singh. Read the lyrics above and view the Ghazal King Gulzar album song list for more songs and album details.