Dekha Jo Tumhe Yeh Dil Lyrics, Singer & Song Details

The Don 1995 album cover

The Don 1995 Album Details

Farogh Siddique
Dilip Sen, Sameer Sen
Deepak Chaudhary
Mithun Chakraborty, Sonali Bendre, Jugal Hansraj, Aashif Sheikh, Prem chopra

album songs
Dekha Jo Tumhe Yeh Dil
Singer : Kumar Sanu

Dekha Jo Tumhe Yeh Dil Lyrics

Song Title = Dekha Jo Tumhe Yeh Dil
Movie/album = The Don (1995)
Singers = Kumar Sanu
Song Lyricists = Deepak Choudhary
Music Director = Dilip Sen, Sameer Sen
Director = Farogh Siddique

Mp3 Song Lyrics

((Dekha jo tumhe yeh dil bekraar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya
Dekha jo tumhe yeh dil bekraar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya
Pehali nazar main tum pe dil nisaar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya

Tumko aankho mein basaya maine
Tumko pal ko pay sajaya maine
Mere khwabo main tum hi chhayi ho
Meri saanso main tum samayi ho
Jaaka jo dil maine aapka didaar ho gaya
O jaani jaana hame ko tum se pyaar ho gaya
Dekha jo tumhe yeh dil bekraar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya

Meri jaan tum ho zindagi meri
Tumse zeenda hai har khusi meri
Tum hi tum ho meri nigaaho main
Meri manzil tumhari raaho main
Har lamha hi tumhara intzaar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya
Dekha jo tumhe yeh dil bekraar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya

Meri masuq hai khafa mujha se
Maaf kardo hui khata mujaha se
Kab talak ruuthi rahogi hum se
Maan bhi jaao dil ki jaa hai tumse
Bin aapke jeena mera dushwaar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya
Dekha jo tumhe yeh dil bekraar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya
Pehali nazar main tum pe dil nisaar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya
O jaane jaana hame ko tum se pyaar ho gaya..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dekha Jo Tumhe Yeh Dil

Dekha Jo Tumhe Yeh Dil is a song from The Don 1995. It is sung by Kumar Sanu. Lyrics are credited to Deepak Chaudhary. Music information: Dilip Sen, Sameer Sen. Read the lyrics above and view the The Don 1995 album song list for more songs and album details.