Dekha Hai Tumne Jidhar Jidhar Lyrics, Singer & Song Details

Nazrana 1961 album cover

Nazrana 1961 Album Details

C V Sridhar
Ravi Shankar Sharma
Rajendra Krishan
Raj Kapoor, Vyjayanthimala, Usha Kiran, Gemini Ganesan, Agha

album songs
Dekha Hai Tumne Jidhar Jidhar
Singer : Lata Mangeshkar

Dekha Hai Tumne Jidhar Jidhar Lyrics

Song Title = Dekha Hai Tumne Jidhar Jidhar
Movie/album = Nazrana (1961)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Rajendra Krishan
Music Director = Ravi Shankar Sharma (Ravi)
Director = C. V. Sridhar

Mp3 Song Lyrics

((Hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm
Hmm hmm hmm hmm

Dekha hai tum ne jidhar jidhar
Mehke hain phool udhar udhar
Dekha hai tum ne jidhar jidhar
Mehke hain phool udhar udhar

Guzre jahaan jahaan se tum
Raste sanwar sanwar gaye
Guzre jahaan jahaan se tum
Raste sanwar sanwar gaye
Kaliyaan machal machal gayin
Gunche nikhar nikhar gaye
Kehne lagi bahaar bhi
Bolo kab aaoge idhar
Dekha hai tum ne jidhar jidhar
Mehke hain phool udhar udhar
Dekha hai tum ne jidhar jidhar
Mehke hain phool udhar udhar

Kitne dinon ki aarzoo
Kitne dinon ka pyaar ho
Kitne dinon ki aarzoo
Kitne dinon ka pyaar ho
Dete ho beqaraariyan
Phir bhi tum hi qaraar ho
Dil hai mera tumhaara ghar
Reh jaao jaaoge kidhar
Dekha hai tum ne jidhar jidhar
Mehke hain phool udhar udhar
Dekha hai tum ne jidhar jidhar
Mehke hain phool udhar udhar.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dekha Hai Tumne Jidhar Jidhar

Dekha Hai Tumne Jidhar Jidhar is a song from Nazrana 1961. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Rajendra Krishan. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Nazrana 1961 album song list for more songs and album details.