Dekha Hai Tumhe Kahin Lyrics, Singer & Song Details

Chorni 1982 album cover

Chorni 1982 Album Details

Jyoti Swaroop
Jaikishan, Shankar
Shailendra
Jeetendra, Neetu Singh, Shreeram Lagoo

album songs
Dekha Hai Tumhe Kahin
Singer : Kishore Kumar

Dekha Hai Tumhe Kahin Lyrics

Song title = Dekha Hai Tumhe Kahin
Movie/album = Chorni (1982)
Singers = Kishore Kumar
Song Lyricists = Shailendra
Music Director = Jaikishanl, Shankar
Director = Jyoti Swaroop
Music Label = Eros

Mp3 Song Lyrics

((Haay Dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aataa nahi
Dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aataa nahi
Karta raha jiska mai intjaar
Kaho ki kahi tum vahi to nahi

Dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aataa nahi
Karta raha jiska mai intjaar
Kaho ki kahi tum vahi to nahi
Are dekha hai tumhe kahi na kahi

Kabhi tum humare,kabhi tum humare
Khyalo me shrma rahi thi
Kabhi aasma ke sitaro me lahara rahi thi
Ye jalva ye nakhra,ye jalva ye nakhra
Inhe khub mai janta hu
Inhe jindgi manta hu

Dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aataa nahi
Karta kiska mai intjaar
Kaho ki kahi tum vahi to nahi
Are dekha hai tumhe kahi na kahi

Mile the yahi par,mile the yahi par
Laga ke gale se gale hum
Khile phul banke inhi badlo ke tale hum
Humara tumhara,humara tumhara
Ye sadiyo purana hai bandan
Kahe jhum ke dil ki dhadkan
Dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aata nahi
Karta kiska mai intjaar
Kaho ki kahi tum vahi to nahi

Are dekha hai tumhe kahi na kahi
Lekin kaha yaad aataa nahi
Karta kiska mai intjaar
Kaho ki kahi tum vahi to nahi
Are dekha hai tumhe kahi na kahi..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dekha Hai Tumhe Kahin

Dekha Hai Tumhe Kahin is a song from Chorni 1982. It is sung by Kishore Kumar. Lyrics are credited to Shailendra. Music information: Jaikishan, Shankar. Read the lyrics above and view the Chorni 1982 album song list for more songs and album details.