Dekh Tamasha Lakdi Ka Lyrics, Singer & Song Details

Insaaf Ki Manzil 1988 album cover

Insaaf Ki Manzil 1988 Album Details

Brij Bhushan
Chitragupta Shrivastava
Mithilesh Maan Singh
Poonam Dhillon, Menka Das Gupta Gupta, Bhushan Jeevan

album songs
Dekh Tamasha Lakdi Ka
Singer : Mahendra Kapoor

Dekh Tamasha Lakdi Ka Lyrics

Song Lyrics Title = Dekh Tamasha Lakdi Ka
Song Lyrics Movie = Insaaf Ki Manzil (1988)
Singers = Mahendra Kapoor
Song Lyricists = Mithilesh Maan Singh
Music Composer = Chitragupta Shrivastava
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Suno aye bhaiya tumhein sunaye
Ek anokhi baat
Are janam se le kar marne tak
Lakdi ka na chhute saath
Dekh tamasha lakdi ka bhai
Dekh tamasha lakdi ka
Dekh tamasha lakdi ka bhai
Dekh tamasha lakdi ka

Saor mein lakdi jhalti hain
Aur lakdi ka banta hain palana
Saor mein lakdi jhalti hain
Aur lakdi ka banta hain palana
Lakdi ka hi lekar sahara
Bacha to sikhe chalna
Takhti banti hain lakdi
Takhti banti hain lakdi ki
Bane khilauna lakdi ka
Dekh tamasha tamasha
Dekh tamasha lakdi ka
Dekh tamasha lakdi ka bhai
Dekh tamasha lakdi ka

Shaadi mein mandap lakdi ka
Lakdi ki hain sehnaai
Shaadi mein mandap lakdi ka
Lakdi ki hain sehnaai
Baith ke lakdi ki doli mein
Dulhan piya ke ghar aayi
Sindoor taani lakdi ki
Sindoor taani lakdi ki
Aur palang banaya lakdi ka
Dekh tamasha tamasha
Dekh tamasha lakdi ka
Dekh tamasha lakdi ka bhai
Dekh tamasha lakdi ka

Lakdi ka hal chale khet mein
Nadi mein lakdi ki naiyya
Lakdi ka hal chale khet mein
Nadi mein lakdi ki naiyya
Khinche bel belgaadi ko
Laga hain lakdi ka piyya
Chaotha pan jab aaye to
Budha hath mein lakdi leke chale
Chaotha pan jab aaye to
Budha hath mein lakdi leke chale
Marne par arthi lakdi ki
Lakdi ki cheeta jhale
Aise hi jeevan bhar bhiya
Rahe sahara bhaiya lakdi ka
Dekh tamasha tamasha
Dekh tamasha lakdi ka
Dekh tamasha lakdi ka bhai
Dekh tamasha lakdi ka...))

Posted by : { Ritu Kesharwani }

About Dekh Tamasha Lakdi Ka

Dekh Tamasha Lakdi Ka is a song from Insaaf Ki Manzil 1988. It is sung by Mahendra Kapoor. Lyrics are credited to Mithilesh Maan Singh. Music information: Chitragupta Shrivastava. Read the lyrics above and view the Insaaf Ki Manzil 1988 album song list for more songs and album details.