Dekh Sakta Hoon Main Female Lyrics, Singer & Song Details

Majboor 1974 album cover

Majboor 1974 Album Details

Ravi Tandon
Laxmikant, Pyarelal
Anand Bakshi
Amitabh Bachchan, Parveen Babi, Pran, Farida Jalal, Satyen Kappu

album songs
Dekh Sakta Hoon Main Female
Singer : Lata Mangeshkar

Dekh Sakta Hoon Main Female Lyrics

Song Title = Dekh Sakta Hoon Main Female
Movie/Album = Majboor (1974)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Director = Laxmikant Pyarelal
Director = Ravi Tandon
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Dekha phulo ko kato pe sote huye
Dekha tufan ko kashti bubote huye
Dekh sakta hoon main kuch bhi hote huye
Nahi main nahi dekh sakta tujhe rote huye

Ek din bigdi kismat sawar jayegi
Ek din bigdi kismat sawar jayegi
Ye khushi hamse bach kar kidhar jayegi
Gham na kar jindagi yu gujar jayegi
Rat jaise gujar gayi sote huye
Nahi main nahi dekh sakta tujhe rote huye
Nahi main nahi dekh sakta tujhe rote huye

Aankh bhar aayi phir kyu kisi baat par
Aankh bhar aayi phir kyu kisi baat par
Kar bharosha bahan bhai ki baat par
Bandh rokar na rakhi mere hath par
Muskurade jara yuhi rote huye
Nahi main nahi dekh sakta tujhe rote huye
Nahi main nahi dekh sakta tujhe rote huye
Dekh sakta hoon main kuch bhi hote huye
Dekh sakta hoon main kuch bhi hote huye
Nahi main nahi dekh sakta tujhe rote huye
Nahi main nahi dekh sakta tujhe rote huye.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dekh Sakta Hoon Main Female

Dekh Sakta Hoon Main Female is a song from Majboor 1974. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Laxmikant, Pyarelal. Read the lyrics above and view the Majboor 1974 album song list for more songs and album details.