Dekh Liya Maine Kismat Ka Lyrics, Singer & Song Details

Deedar 1951 album cover

Deedar 1951 Album Details

Nitin Bose
Naushad Ali
Shakeel Badayuni
Nargis, Ashok Kumar, Dilip Kumar

album songs
Dekh Liya Maine Kismat Ka
Singer : Mohammad Rafi, Lata Manegshkar

Dekh Liya Maine Kismat Ka Lyrics

Song Lyrics = Dekh Liya Maine Kismat Ka
Song Lyrics Movie or Album = Deedar (1951)
Singer(s) = Mohammad Rafi, Lata Manegshkar
Music Director(s) = Naushad
Lyricist(s) = Shakeel Badayuni

Mp3 Song Lyrics

((dekh liya maine, kismat kaa tamasha dekh liya
ik aag bujhee, ik aag lagee, aankho ne meree kya dekh liya

dekh liya maine, sajan teraa wada dekh liya
raste peh hu mai, manjil peh hai too
yeh pyar kaa nata dekh liya, dekh liya maine

aaya mai kisee kee (mehfil me -2) tufan liye lakho dil me
milkar bhee raha mai mushkil me, milne kaa nateeja dekh liya
ik aag bujhee, ik aag lagee, aankho ne meree kya dekh liya
dekh liya maine.....

chupate hee tere (o chand mere -2), suraj bhee naa nikla aangan

me
phir gam kee andheree rat huyee, do din kaa ujala dekh liya
raste peh hu mai, manjil peh hai too
yeh pyar kaa nata dekh liya
dekh liya maine, dekh liya maine
sajan teraa wada dekh liya, dekh liya maine
kismat kaa tamasha dekh liya ..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Dekh Liya Maine Kismat Ka

Dekh Liya Maine Kismat Ka is a song from Deedar 1951. It is sung by Mohammad Rafi, Lata Manegshkar. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Naushad Ali. Read the lyrics above and view the Deedar 1951 album song list for more songs and album details.