Dekh Ke Yeh Roomaal Lyrics, Singer & Song Details

Bekhudi 1992 album cover

Bekhudi 1992 Album Details

Rahul Rawail
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Anwar Sagar
Kamal Sadanah, Kajol, Ajay Mankotia

album songs
Dekh Ke Yeh Roomaal
Singer : Asha Bhosle, Kumar Sanu

Dekh Ke Yeh Roomaal Lyrics

Song Lyrics Title = Dekh Ke Ye Roomal
Song Lyrics Movie = Bekhudi (1992)
Singers =Asha Bhosle, Kumar Sanu
Song Lyricists= Anwar Sagar
Music Director= Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director= Rahul Rawail
Music Label= Saregama
Release on = 31st July, 1992

Mp3 Song Lyrics

((aayegi meri yaad jab hoga bura hal
aayegi meri yaad jab hoga bura hal
to dekh ke ye rumal mujhe yaad karna
aayegi meri yaad jab hoga bura hal
to dekh ke ye rumal mujhe yaad karna
aayegi meri yaad dil puchhega sawal
to dekh ke ye rumal mujhe yaad karna

baitho mere pas mai tumko apni bat batati hu
baitho mere pas mai tumko apni bat batati hu
tum bina jina kaisa hoga, soch ke hi dar jati hu
kuch din tumse dur rahuga, mushkil hai ghabarata hu
do pal tumse dur rahu to jite ji mar jata hu
jab aaye tumhe phir mujhse milne ka khayal
jab aaye tumhe phir mujhse milne ka khayal
to dekh ke ye rumal mujhe yaad karna
aayegi meri yaad jab hoga bura hal
to dekh ke ye rumal mujhe yaad karna

prem ki ye aadat hai ye kuch din sabko tadpata hai
prem ki ye aadat hai ye kuch din sabko tadpata hai
premi jab jab dur huye hai aur prem bad jata hai
dil se dil ko is duniya me kon juda kar pata hai
rishte sare jhut lage jab ye bandan band jata hai
jab duniya wale de dil walo ki mishal
jab duniya wale de dil walo ki mishal
to dekh ke ye rumal mujhe yaad karna
aayegi meri yaad dil puchhega sawal
to dekh ke ye rumal mujhe yaad karna
mujhe yaad karna, mujhe yaad karna..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

Dekh Ke Yeh Roomaal Video

About Dekh Ke Yeh Roomaal

Dekh Ke Yeh Roomaal is a song from Bekhudi 1992. It is sung by Asha Bhosle, Kumar Sanu. Lyrics are credited to Anwar Sagar. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Bekhudi 1992 album song list for more songs and album details.