Deewani Mujhe Lakh Samjhaya Lyrics, Singer & Song Details

Mere Jeevan Saathi 2006 album cover

Mere Jeevan Saathi 2006 Album Details

Suneel Darshan
Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Sameer
Akshay Kumar, Karisma Kapoor, Amisha Patel, Gulshan Grover

album songs
Deewani Mujhe Lakh Samjhaya
Singer : Abhijeet, Sadhana Sargam

Deewani Mujhe Lakh Samjhaya Lyrics

Song Title = Deewani Mujhe Lakh Samjhaya
Movie/album = Mere Jeevan Saathi (2006)
Singers = Abhijeet Bhattacharya, Sadhana Sargam
Song Lyricists = Sameer
Music Director = Nadeem Saifi, Shravan Rathod
Director = Suneel Darshan
Music Label = Shree Krishna Audio

Mp3 Song Lyrics

((Kaun samjhega un ka dard bhala
Jin ke dhadkan ne chot khaayi hai
Log kehte hain yahaan ishq jise
Aisa lagta hai bewafaai hai

(deewani, deewani
Deewani, deewani
Deewani, deewani
Deewani, deewani)

Mujhe laakh samjhaaya

(deewani, deewani)

Dil ne mere

(deewani, deewani)

Mujhe laakh samjhaaya dil ne mere
Magar maine dil ki na maani
Deewani main deewani, saajan ki deewani
Deewani main deewani, saajan ki deewani
Mujhe laakh samjhaaya dil ne mere
Magar maine dil ki na maani
Deewani main deewani, saajan ki deewani
Deewani main deewani, saajan ki deewani

Main deewana hoon in adaon ka
Maine to pyaar kiya hai tumse
Zindagi hard mein hi chaahoonga
Maine ikraar kiya hai tumse

Main bhi saajan tumhaari chaahat mein
Saari duniya ko bhool jaoongi
Saath seh loongi saare dard aur gham
Dil ki rishte ko main nibhaoongi

(deewani, deewani)
(deewani, deewani)

Bhoolaoongi kaise bhala mere saajan
Mohabbat bhari yeh nishaani
Deewani main deewani, saajan ki deewani
Deewani main deewani, saajan ki deewani

(deewani, deewani, deewani, deewani, deewani)

Neend jab tootegi to
Hosh mein aaoongi main
Kaun hai kaisa hai woh
Sab ko batlaoongi main
Saari duniya ke aage
Kissa yeh aam karke
Jaoongi is mehfil se
Usko badnaam karke
Usne dil toda mera
Uska dil tod doongi
Woh na samjhe ke usko aise hi chod doongi
Maine us bewafaa ko pooja hai
Maine to pyaar sirf pyaar kiya
Do jahaan ko bhula ke maine to
Apne dilbar pe jaanesaar kiya
Kabhi sochti hoon
Jo main beeti baatein
Barasta hai aakhon se paani
Deewani main deewani, saajan ki deewani
Deewani main deewani, saajan ki deewani
Deewani main deewani, saajan ki deewani
Deewani main deewani, saajan ki deewani
Deewani main deewani, saajan ki deewani
Deewani main deewani, saajan ki deewani...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Deewani Mujhe Lakh Samjhaya

Deewani Mujhe Lakh Samjhaya is a song from Mere Jeevan Saathi 2006. It is sung by Abhijeet, Sadhana Sargam. Lyrics are credited to Sameer. Music information: Nadeem Saifi, Shravan Rathod. Read the lyrics above and view the Mere Jeevan Saathi 2006 album song list for more songs and album details.