Deewangi Yeh Jab Sad Lyrics, Singer & Song Details

Mudda The Issue 2003 album cover

Mudda The Issue 2003 Album Details

Saurabh Shukla
Jeet, Pritam
Chandrani Ganguly
Arya Babbar, Aditya Srivastava, Rekha Vedvyasa, Vijay Raaz

album songs
Deewangi Yeh Jab Sad
Singer : Sumit Kumar

Deewangi Yeh Jab Sad Lyrics

Song Title = Deewangi Yeh Jab Sad
Movie/Album = Mudda The Issue 2003
Singers = Sumit Kumar
Song Lyricists = Chandrani Ganguly
Music Composer = Jeet Ganguly, Pritam
Chakraborty
Director = Saurabh Shukla
Music Label = Zee Records

Mp3 Song Lyrics

((deewangi yeh jab humse mile
shuru hue pyar ke yeh silsile
deewangi yeh jab humse mile
shuru hue pyar ke yeh silsile
deewangi yeh jab
deewangi yeh jab

kaise kholu wo raaj main
kaise chhedu wo saaj main
kaise kholu wo raaj main
kaise chhedu wo saaj main
kaise kahu wo dastan
tujhko hi milne ke bad
khud ko hi bhula du main
deewangi yeh jab humse mile
shuru hue pyar ke yeh silsile
deewangi yeh jab
deewangi yeh jab

kas mil jaaye kahi
yaar jo mile hi nahin
kas mil jaaye kahi
yaar jo mile hi nahin
kas mil jata mujhe
pyar ka wo dhaga jise
sapno ko si leta main
deewangi yeh jab humse mile
shuru hue pyar ke yeh silsile
deewangi yeh jab humse mile
shuru hue pyar ke yeh silsile
deewangi yeh jab
deewangi yeh jab....))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Deewangi Yeh Jab Sad

Deewangi Yeh Jab Sad is a song from Mudda The Issue 2003. It is sung by Sumit Kumar. Lyrics are credited to Chandrani Ganguly. Music information: Jeet, Pritam. Read the lyrics above and view the Mudda The Issue 2003 album song list for more songs and album details.