Deewangi Mere Dil Pe Lyrics, Singer & Song Details

Shabnam 1994 album cover

Shabnam 1994 Album Details

Raman Kumar
Anu Malik
Faaiz Anwar
Mohnish Bahl, Rakesh Bedi, Birbal

album songs
Deewangi Mere Dil Pe
Singer : Anuradha Paudwal, Vipin

Deewangi Mere Dil Pe Lyrics

Song Title = Deewangi Mere Dil Pe
Movie/Album = Shabnam (1994)
Singers = Anuradha Paudwal, Vipin Sachdeva
Song Lyricists = Faaiz Anwar
Music Composer = Anu Malik

Mp3 Songs Lyrics

((Deewangi mere dil pe
Deewangi mere dil pe
Ab yu asar layi
Main jahan bhi dekhu
Mujhe bas tu nazar aaye
Main jahan bhi dekhu
Mujhe bas tu nazar aaye
Deewangi mere dil pe
Ab yu asar laye
Main jahan bhi dekhu
Mujhe bas tu nazar aaye
Main jahan bhi dekhu
Mujhe bas tu nazar aaye

Tuhi tu... Nazar... Aaye...
Tuhi tu... Nazar... Aaye...
Tuhi tu... Nazar... Aaye...

Likha hai tuhi tu
Haatho ki lakiro mein
Koi nahin dujha
Dhadkan mein sanso mein
Yaado ke ujalo mein
Maine tujhe pooja
Aaine mein bhi sanam
Chehra dekhu apna
Roop tera nazar aaye
Banke ek sapna
Aaj meri aankhon se tu
Dil mein utar jaaye
Main jahan bhi dekhu
Mujhe bas tu nazar aaye
Main jahan bhi dekhu
Mujhe bas tu nazar aaye

Tuhi tu... Nazar... Aaye...
Tuhi tu... Nazar... Aaye...
Tuhi tu... Nazar... Aaye...

Soye to khwabo mein
Jaage to khayalo mein
Maine tujhe dekha
Phulo mein patto pe
Saawan ki ghatao mein
Maine tujhe dekha
Ye mohabbat ab hume
Layi hai kis manzil par
Iss kadar to bekhudi
Pehle na thi iss dil par
Lag raha hai pyar mein
Hum had se gujar aaye
Main jahan bhi dekhu
Mujhe bas tu nazar aaye
Deewangi mere dil pe
Ab yu asar laye
Main jahan bhi dekhu
Mujhe bas tu nazar aaye

Tuhi tu... Nazar... Aaye...
Tuhi tu... Nazar... Aaye...
Tuhi tu... Nazar... Aaye...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Deewangi Mere Dil Pe

Deewangi Mere Dil Pe is a song from Shabnam 1994. It is sung by Anuradha Paudwal, Vipin. Lyrics are credited to Faaiz Anwar. Music information: Anu Malik. Read the lyrics above and view the Shabnam 1994 album song list for more songs and album details.