Deewane Kya Hai Paimano Mein Lyrics, Singer & Song Details

Bheema 1984 album cover

Bheema 1984 Album Details

Dinesh Saxena
Rahul Dev Burman
Anjaan
Shatrughan Sinha, Jaya Prada, Ranjeet 1, Bharat Bhushan, Sujit Kumar, Rajendra N

album songs
Deewane Kya Hai Paimano Mein
Singer : Asha Bhosle

Deewane Kya Hai Paimano Mein Lyrics

Song Title = Deewaane Kya Hai
Movie/album = Bhemaa (1984)
Singers = Asha Bhosle
Song Lyricists = Anjaan
Music Director = Rahul Dev Burman
Director = Dinesh Saxena
Release on = 27th April, 1984

Mp3 Song Lyrics

((Deewaane kya hai paimaano mein
Deewaane kya hai paimaano mein
Meri aankhon se mere honto se pi kabhi
Meri aankhon se mere honto se pi kabhi
Yeh bekhudi kya bekhudi hai,
O jaaneman jaane na tu
Deewaane kya hai paimaano mein
Deewaane kya hai paimaano mein

Aisi hasin raatein kahin jab aati hai
Kar jaati hai jaadu
Paas mere tu jo rahe phir bhi na rahe
Dil pe koyi kaabu
Dekhe jo tu pyaasi najar se,
Teri najar dil jaaye chhu
Deewaane kya hai paimaano mein
Deewaane kya hai paimaano mein

Mehaka mera gora badan
Balkhaaye kyun lehraaye kyun aise
Kehati hai kya dil ki chubhan
Batlaau main samjhaau main kaise
Main jo kahoon dil yeh na maane,
Dil jo kahe maane na tu
Deewaane kya hai paimaano mein
Deewaane kya hai paimaano mein

Tadapa na yun lag ja gale,
Takdir se milate hai yeh mauke
Kuchh der toh main jhum loon,
Teri madbhari do baahon mein khoke
Kabse mere dil mein dabi hai,
Bechain si yeh aaraju
Deewaane kya hai paimaano mein
Deewaane kya hai paimaano mein

Meri aankhon se mere honto se pi kabhi
Meri aankhon se mere honto se pi kabhi
Yeh bekhudi kya bekhudi hai,
O jaaneman jaane na tu
Deewaane kya hai paimaano mein
Deewaane kya hai paimaano mein
Kya hai paimaano mein...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Deewane Kya Hai Paimano Mein

Deewane Kya Hai Paimano Mein is a song from Bheema 1984. It is sung by Asha Bhosle. Lyrics are credited to Anjaan. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Bheema 1984 album song list for more songs and album details.