Deewanagi Ab Na Kam Ho Lyrics, Singer & Song Details

Khap 2011 album cover

Khap 2011 Album Details

Ajai Sinha
None
None
Yuvika Chaudhary, Om Puri, Govind Namdeo

album songs
Deewanagi Ab Na Kam Ho
Singer : Shaan, Shreya

Deewanagi Ab Na Kam Ho Lyrics

Song Title = Deewanagi Ab Na Kam Ho
Movie/Album = Khap (2011)
Singer = Shaan & Shreya

Mp3 Song Lyrics

((Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho

Yeh bekhudi ab na kam ho
Ab yeh khushi kam na ho

Ho..Ab nahi hai dhuaan, khul gaya samaa
Ho gaya hai jawaan ab nasheela samaa

Kal ki woh dastaan
ab na dhoondo yahaan
kal ke beete nishaan

Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho
Kam na ho

Humko manzil mili humko saahil mila
Zindagi me chala pyar ka silsila

Tumne ye kya kaha humne ye kya suna
Phir dhadakane laga jhoom kar ye jiya

Gham ka sooraj dhala, phool man ka khila
Mit gaya faasla ab raha na gila

Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho

Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho
Yeh bekhudi ab na kam ho
Ab yeh khushi kam na ho

Yeh raat ki tanhaiyaan chhayi hai madhoshiyan
Sun lo zara kehti hai kya chupke se khamoshiyan
Tum ho mere humsafar jeevan ke har mod par
Jayenge ab hum kahaan
Daaman tera chhod kar

Deewangi ab na kam ho
Yeh aashiqi kam na ho
Yeh bekhudi ab na kam ho
Ab yeh khushi kam na ho...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Deewanagi Ab Na Kam Ho

Deewanagi Ab Na Kam Ho is a song from Khap 2011. It is sung by Shaan, Shreya. Lyrics are credited to None. Music information: None. Read the lyrics above and view the Khap 2011 album song list for more songs and album details.