Deewana Teri Aankhon Ka Lyrics, Singer & Song Details

Kya Love Story Hai 2007 album cover

Kya Love Story Hai 2007 Album Details

Lovely Singh
Pritam Chakraborty
Shabbir Ahmed
Poonam Gipson, Ayesha Takia, Tusshar Kapoor, Karan Hukku, Rajesh Khattar, Sujata

album songs
Deewana Teri Aankhon Ka
Singer : Joy, Jojo

Deewana Teri Aankhon Ka Lyrics

Song Title = Deewana Teri Aankhon Ka
Movie/Album = Kya Love Story Hai (2007)
Music = Pritam Chakraborty
Lyrics = Shabbir Ahmed
Singers = Joy, Jojo

Mp3 Song Lyrics

((Do You Feel Me 4
( Deewana Teri Aankhon Ka Main Jaanejaana
Deewana Teri Baaton Ka Main Jaanejaana ) (2)
Saathiya Muh Mod Ke, Na Door Ja Dil Todke
Nazdik Aa Sab Chod Ke Jaanejaana
Do You Feel Me 4

Na Subhon Ka Pata, Raaton Ki Khabar
Dil Ne Jab Tujhse Dil Lagaya
Kyun Koi Bhi Hasin Jachti Hi Nahi
Jismo Jaan Pe Tera Jadu Chhaaya
Tu Hi Mera Pyaar Hai, Tera Intezaar Hai
Meri Jeet Haar Hai, Teri Baaahon Mein
Do You Feel Me 4

Main, Main Na Main Rahoon
Tu, Tu Na Tu Rahe
Saasein Meri Tujhse Aaye Jaaye
Tu, Tu Bhi To Kabhi Bhoole Se Sahi
Mujhpe Karde In Palkon Ke Saaye
Tu Bhi Mujhse Pyar Kar
Muijhse Aakhein Chaar Kar
Mere Intezaar Kar, Meri Raaho Mein
Do You Feel Me 4
( Deewana Teri Aankhon Ka Main Jaanejaana
Deewana Teri Baaton Ka Main Jaanejaana ) (2)
Saathiya Muh Mod Ke, Na Door Ja Dil Tod Ke
Nazdik Aa Sab Chod Ke, Jaanejaana
Do You Feel Me (4))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Deewana Teri Aankhon Ka

Deewana Teri Aankhon Ka is a song from Kya Love Story Hai 2007. It is sung by Joy, Jojo. Lyrics are credited to Shabbir Ahmed. Music information: Pritam Chakraborty. Read the lyrics above and view the Kya Love Story Hai 2007 album song list for more songs and album details.