Deewana Kar Raha Hai Lyrics, Singer & Song Details

Raaz 3 2012 album cover

Raaz 3 2012 Album Details

Vikram Bhatt
Jeet Ganguly
Rakesh Kumar
Emraan Hashmi, Bipasha Basu, Esha Gupta

album songs
Deewana Kar Raha Hai
Singer : Javed Ali

Deewana Kar Raha Hai Lyrics

Song Title = Deewana Kar Raha Hai
Movie/album = Raaz 3 (2012)
Singers = Javed Ali
Song Lyricists = Rakesh Kumar (Kumaar)
Music Director = Jeet Ganguly
Director = Vikram Bhatt

Mp3 Song Lyrics

((Teri baahon mein mili
Aisi rahat si mujhe
Ho gayi jaan-e-jahaan
Teri aadat si mujhe
Dekhoon main jab tujhko toh
Tab mera din ye dhale

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab ye sehra
Bata ab jaayein toh jaayein kahaan

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab ye sehra
Bata ab jaayein toh jaayein kahaan

Dard ka aalam hai hardum
Tere bin o mere humdum
Aankhon mein dikhti hai maayusiyan
Jahaan bhi jaaun tere bin
Badi mushqil se guzre din
Chubhti hai dil ko khamoshiyan
Raaz gehra jo hai tera
Darr hai kaisa tu hai mera

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab ye sehra
Bata ab jaayein tto jaayein kahaan

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab ye sehra
Bata ab jaayein tto jaayein kahaan

Dhul gaye dil ke saare gham
Khushi se aankhein hai ye num
Zindagi mein tu meri jab se aa gaya
Dil ka armaan bana hai tu
Meri pehchaan bana hai tu
Saanson mein rooh ban ke tu samaa gaya
Jaan bhi teri, dil bhi tera
Tujh se hai mera savera o..

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab ye sehra
Bata ab jaayein toh jaayein kahaan

Deewana kar raha hai
Tera roop sunehra
Musalsal khal raha
Mujhko ab ye sehra
Bata ab jaayein toh jaayein kahaan..))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Deewana Kar Raha Hai

Deewana Kar Raha Hai is a song from Raaz 3 2012. It is sung by Javed Ali. Lyrics are credited to Rakesh Kumar. Music information: Jeet Ganguly. Read the lyrics above and view the Raaz 3 2012 album song list for more songs and album details.