Deewana Kah Ke Aaj Mujhe Lyrics, Singer & Song Details

Mulzim 1963 album cover

Mulzim 1963 Album Details

Nisar Ahmad Ansari
Ravi Shankar Sharma
Shakeel Badayuni
Pradeep Kumar, Shakila, N A Ansari, Helen, Johny Walker, Nilofer, Nasreen

album songs
Deewana Kah Ke Aaj Mujhe
Singer : Asha Bhosle, Mohammed Rafi

Deewana Kah Ke Aaj Mujhe Lyrics

Song Title = Diwana Keh Ke Aaj Mujhe
Movie/Album = Mulzim (1963)
Singer =Asha Bhosle, Mohammed Rafi
Lyricist =Shakeel Badayuni
Music Director =Ravi
Director =N A Ansari

Mp3 Song Lyrics

((deewana keh ke aaj mujhe phir pukariye - 2
hazir hu koi tire nazar dil pe mariye
deewana keh ke

lag jaye apko na kisi ki nazar kahi - 2
ghar jaa ke apne husn ka sadka utariye - 2
hazir hu koi tire nazar dil pe mariye
deewana keh ke

julfe sawarne se banegi na koi baat - 2
uthiye kisi garib ki kismat sawariye - 2
hazir hu koi tire nazar dil pe mariye
deewana keh ke

ek baar kar hi dijiye, ish dil ka faisla - 2
rah rah ke yu nigah ko khanjar na mariye - 2
hazir hu koi tire nazar dil pe mariye
deewana keh ke))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Deewana Kah Ke Aaj Mujhe

Deewana Kah Ke Aaj Mujhe is a song from Mulzim 1963. It is sung by Asha Bhosle, Mohammed Rafi. Lyrics are credited to Shakeel Badayuni. Music information: Ravi Shankar Sharma. Read the lyrics above and view the Mulzim 1963 album song list for more songs and album details.