Deewaaron Ke Jungal Lyrics, Singer & Song Details

Deewaar 1975 album cover

Deewaar 1975 Album Details

Yash Chopra
Rahul Dev Burman
Sahir Ludhianvi
Shashi Kapoor, Amitabh Bachchan, Neetu Singh

album songs
Deewaaron Ke Jungal
Singer : Manna Dey

Deewaaron Ke Jungal Lyrics

Song Lyrics Title = Deewaron Ke Jungle
Song Lyrics Movie = Deewaar (1975)
Singers = Manna Dey
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Composer = Rahul Dev Burman
Director = Yash Chopra
Music Label = Universal Music

Mp3 Song Lyrics

((Deewaaron ka jungle jiska aabaadi hai naam
Baahar se chup-chup lagta hai andar hai koharaam

Deewaaron ke is jangal mein bhatak rahe insaan
Apne-apne ulajhe daaman jhatak rahe insaan
Apni vipada chodke aaye... (2)
Kaun kisi ke kaam
Baahar se chup-chup lagta hai andar hai kohraam

Seene kaali aankhen sooni cheharon par hairaani... (2)
Jitne ghane hangaame ismein utni ghani veeraani
Raaten kaali subahen mujrim... (2)
Mulzim hai har shaam
Baahar se chup-chup lagta hai andar hai koharaam..))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Deewaaron Ke Jungal

Deewaaron Ke Jungal is a song from Deewaar 1975. It is sung by Manna Dey. Lyrics are credited to Sahir Ludhianvi. Music information: Rahul Dev Burman. Read the lyrics above and view the Deewaar 1975 album song list for more songs and album details.