Deewaana Hai Mera Dil Lyrics, Singer & Song Details

Humsafar 2008 album cover

Humsafar 2008 Album Details

None
Kalyan Barua
Mehboob
None

album songs
Deewaana Hai Mera Dil
Singer : K.K.

Deewaana Hai Mera Dil Lyrics

Song Lyrics Title = Deewaana Hai Mera Dil
Movie or Album = Humsafar
Singer(s) = K.K.
Music Director(s) = Kalyan Barua
Lyricist(s) = Mehboob

Mp3 Song Lyrics

((dil mera hai ik banjaara, kahin pe ruke na na na na...
kabhi kisi ke sang chalta hai, kabhi hai tanha
khushi mein kabhi woh roye, kabhi gum pe hase hai
kabhi khayaalo mein woh, kabhi hawa mein hai

kaun hai apana begaana, sabko jaane woh
sapno mein bhi woh jita hai, sach ko maane woh
aayina dil hai mera, koyi dekhle jara toh
hasin ho chehra koyi sajle isamein jo
aayina hai mera dil, deewaana hai mera dil - (2)
aayina hai mera dil, deewaana.......

hai yeh mera bhi armaan hai yaara
usaki aankhon mein dekhu khud ko
usake chehre pe main dekhu
dekhu har dam apani khushiyaan
aayina dil hai mera, koyi dekhle jara toh
hasin ho chehra koyi sajle isamein jo

dil mera hai ik banjaara, kahin pe ruke na na na na...
kabhi kisi ke sang chalta hai, kabhi hai tanha
khushi mein kabhi woh roye, kabhi gum pe hase hai
kabhi khayaalo mein woh, kabhi hawa mein hai
(aayina hai mera dil, deewaana hai mera dil
deewaana hai mera dil, aayina hai mera dil) - (3) ))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Deewaana Hai Mera Dil

Deewaana Hai Mera Dil is a song from Humsafar 2008. It is sung by K.K.. Lyrics are credited to Mehboob. Music information: Kalyan Barua. Read the lyrics above and view the Humsafar 2008 album song list for more songs and album details.