Deep Diwaali Ke Jhuthe Lyrics, Singer & Song Details

Jugnu 1973 album cover

Jugnu 1973 Album Details

Pramod Chakravorty
Sachin Dev Burman
Anand Bakshi
Dharmendra, Hema Malini, Pran

album songs
Deep Diwaali Ke Jhuthe
Singer : Kishore Kumar, Sushma Shrestha

Deep Diwaali Ke Jhuthe Lyrics

Song Title = Deep Diwali Ke Jhuthe
Movie/Album = Jugnu (1973)
Singers = Kishore Kumar, Sushma Shrestha
Song Lyricists = Anand Bakshi
Music Composer = Sachin Dev Burman
Director = Pramod Chakravorthy

Mp3 Song Lyrics

((Aa haa
Aa haa
Aa jaa

Rim papapa
Rim pa apapa
Rim pa apapa
Rim pa apapa
Rim pa apapa
O rum papapapa
O rum papapapa
O rum papapapa
O rum papapapa
O rum papapapa
O rum papapapa

Chhote chhote nannhe munne pyaare pyaare re
Bacche sache jag ke ujiyaare re
Deep deewaale ke jhoote
Aa haa
Raat chalen subah toote
Chhote chhote nanhe munne pyaare pyaare re
Bacche sache jag ke ujiyaare re
Deep deewaali ke jhoote
Aa haa
Raat chalen subah toote

Inke aage
Rang phheeke
Sab nazar aate hain
Chaand taare
Aa haa
Inse hi saare
Aa haa
Raushni paate hain
Inko dekhen
Dekh ke jhoomen
Baag ki daali daali
Phool bahaaron ke jhhoothe
Aa haa
Aaj khilen aur kal toote
Chhote chhote nanhe munne pyaare pyaare re
Bacche sache jag ke ujiyaare re
Deep deewaali ke jhoothe
Arre waah re pandu
Saath chalen subah chhote

Akkad bakkad bombay soo
Billi number poore sau
Sau mein lagaa dhaagaa
Chor nikalkar bhaagaa
Chidiyaa ghame raani raani bole

Ye hansen to
Hans paden sab
Royen to sab royen
Inki khaatir ham aap jaagen
Chain se ye soyen
Aadmi ki
Zindagi ka
Ye hai sachchaa sahaaraa
Aur sahaare sab jhoothhe
Aa haa
Aaj milen aur kal toote
Chhote chhote nanhe munne pyaare pyaare re
Bacche sache jag ke ujiyaare re
Deep deewaali ke jhoothhe
Raat jale subah toote
Deep deewaali ke jhoothhe
Raat jale subah toote
Rimpapapapa
Rimpapapapa
Rimpapapapa
Rimpapapapa
Rimpapapapa
Rimpapapapa
Paa
Rimpapapapa
Rimpapapapa
Rimpapapapa
Rimpapapapa
Rimpapapapa
Rimpapapapa...))

Posted by : {Anamika Tyagi}

About Deep Diwaali Ke Jhuthe

Deep Diwaali Ke Jhuthe is a song from Jugnu 1973. It is sung by Kishore Kumar, Sushma Shrestha. Lyrics are credited to Anand Bakshi. Music information: Sachin Dev Burman. Read the lyrics above and view the Jugnu 1973 album song list for more songs and album details.