Deedar De Ranjit Barot Mix Lyrics, Singer & Song Details

Dus 2005 album cover

Dus 2005 Album Details

Anubhav Sinha
Vishal Dadlani, Shekhar
Mehboob, Panchhi Jalonvi
Sanjay Dutt, Sunil Shetty, Abhishek Bachchan

album songs
Deedar De Ranjit Barot Mix
Singer : Shaan

Deedar De Ranjit Barot Mix Lyrics

Song Lyrics Title = Deedar De Ranjit Barot Mix
Movie/album = Dus (2005)
Singers = Shaan
Lyricist = Mehboob, Panchhi Jalonvi
Music Director = Vishal Dadlani, Shekhar
Ravjiani, Ranjit Barot
Film Director = Anubhav Sinha
Film Producer = Nitin Manmohan, Sohail Maklai

Mp3 Song Lyrics

((Hain ishq toh
Ishq toh
Ishq toh
Hain ishq toh ishq toh gale se laga le
Hain ishq toh ishq toh gale se laga le
Ek jhalak ko ankh taras gayi
Ek jhalak ko ankh taras gayi
Ek jhalak ko ankh taras gayi
Aa saamne aur tham le teri aamanat yaar main
Deedar de
Deedar de deedar de deedar le deedar de
Deedar de deedar de deedar le deedar de
Hain ishq toh ishq toh gale se laga le

Abhi koi armaan rang na laya
Abhi koi dil ko chal nahi paya
Abhi koi armaan rang na laya
Abhi koi dil ko chal nahi paya
Abhi koi aankhon mein sapna nahi hain
Abhi koi jadooo chal nahi paaya
Tu pyar ki yeh kashtiyan kar de jara ve paar re
Deedar de
Deedar de deedar de deedar le deedar de
Deedar de deedar de deedar le deedar de
Deedar de deedar de deedar le deedar de
Deedar de deedar de deedar le deedar de

Abhi koi dil main jashn hua hain
Abhi koi taza zakhm mila hain
Abhi koi dil main jashn hua hain
Abhi koi taza zakhm mila hain
Abhi khamoshi bhi khamosh si hain
Ke koi mujhko soch raha hain
Bechainiya, betaabiyan karne lagi singar ve
Deedar de
Deedar de deedar de deedar le deedar de
Deedar de deedar de deedar le deedar de
Deedar de deedar de deedar le deedar de
Deedar de deedar de deedar le deedar de
Hain ishq toh ishq toh gale se laga le
Hain ishq toh ishq toh gale se laga le
Ek jhalak ko ankh taras gayi
Ek jhalak ko ankh taras gayi
Ek jhalak ko ankh taras gayi
Aa saamne aur tham le teri aamanat yaar main
Deedar de
Eedar de deedar de deedar le deedar de
Eedar de deedar de deedar le deedar de.))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Deedar De Ranjit Barot Mix

Deedar De Ranjit Barot Mix is a song from Dus 2005. It is sung by Shaan. Lyrics are credited to Mehboob, Panchhi Jalonvi. Music information: Vishal Dadlani, Shekhar. Read the lyrics above and view the Dus 2005 album song list for more songs and album details.