Dard Ka Saaz Bhi Hai Lyrics, Singer & Song Details

Milap 1955 album cover

Milap 1955 Album Details

Raj Khosla
Datta Naik
Sahir Ludhiyanvi
Dev Anand, Geeta Bali, K N Singh

album songs
Dard Ka Saaz Bhi Hai
Singer : Lata Mangeshkar

Dard Ka Saaz Bhi Hai Lyrics

Song Title = Dard Ka Saaz Bhi Hai
Movie/album = Milap (1955)
Singers = Lata Mangeshkar
Song Lyricists = Sahir Ludhianvi
Music Director = Datta Naik
Director = Raj Khosla
Music Label = Saregama

Mp3 Song Lyrics

((Dard ka saaz bhi hai dil ki aawaz bhi hai
Dard ka saaz bhi hai dil ki aawaz bhi hai
Chhed wo rag ke jo aag laga de
Dard ka saaz bhi hai dil ki aawaz bhi hai
Chhed wo rag ke jo aag laga de
Dard ka saaz bhi hai

Bahut sard hai jindagi ki fizaye
Bahut sard hai jindagi ki fizaye
Bahut tej hai aaj jalim hawaye
Kahi rasto ke diye bujh na jaye
Kahi rasto ke diye bujh na jaye
Meri manjil se jara mujhko sada de
Meri manjil se jara mujhko sada de
Dard ka saaz bhi hai dil ki aawaz bhi hai
Chhed wo rag ke jo aag laga de
Dard ka saaz bhi hai

Mohabbat ke sadmo se do char hokar
Mohabbat ke sadmo se do char hokar
Jamane ki rashmo se bejar hokar
Tere pas aaye hai lachar hokar
Tere pas aaye hai lachar hokar
Hamko jine ki koi rah dikhade
Hamko jine ki koi rah dikhade
Dard ka saaz bhi hai dil ki aawaz bhi hai
Chhed wo rag ke jo aag laga de
Dard ka saaz bhi hai

Kayi khwab jage kayi so gaye hai
Kayi khwab jage kayi so gaye hai
Na pucho ke hum kya se kya ho gaye hai
Unhe dhundhte dhundhte kho gaye hai
Unhe dhundhte dhundhte kho gaye hai
Hamko unse na sahi hamse mila de
Hamko unse na sahi hamse mila de
Dard ka saaz bhi hai dil ki aawaz bhi hai
Chhed wo rag ke jo aag laga de
Dard ka saaz bhi hai.))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dard Ka Saaz Bhi Hai

Dard Ka Saaz Bhi Hai is a song from Milap 1955. It is sung by Lata Mangeshkar. Lyrics are credited to Sahir Ludhiyanvi. Music information: Datta Naik. Read the lyrics above and view the Milap 1955 album song list for more songs and album details.