Dard E Tanhai Kilogram Mix Lyrics, Singer & Song Details

Jashnn 2009 album cover

Jashnn 2009 Album Details

Hasnain Hyderabadwala, Raksha Mistry
Sharib Sabri, Toshi Sabri
Nouman Javaid
Shahana Goswami, Natasha Jain, Atul Kinagi

album songs
Dard E Tanhai Kilogram Mix
Singer : Nouman Javaid

Dard E Tanhai Kilogram Mix Lyrics

Song Title = Dard E Tanhai Kilogram Mix
Movie/Album = Jashnn (2009)
Singer(s) =Nouman Javaid
Song Lyricists = Nouman Javaid
Music Composer = Sharib Sabri, Toshi Sabri
Director = Hasnain Hyderabadwala, Raksha Mistry
Music Label = T-Series

Mp3 Song Lyrics

((Tanhaniyon Mein
Teri Kami hai

Beechainiyaan hai
Saansein Ruki hai
Tanhaniyon Mein
Teri Kami hai


Aankhon mein Aasun
Thamte Nahi hai
Kaise hai yeh pal
Katte nahi hai

DArd-E-Tanhai mein
DArd-E-Tanhai mein
DArd-E-Tanhai mein
DArd-E-Tanhai mein

Phoolon ki yeh shakhe
Hai Kaanton se hain saji
Meetne se na meetegi
Dil ki yeh bebasi
Jo hum pe Guzrei hai
Beete Tum pe Kabhi
Tumko bhi yaad aai
Beete baatein SAbhi

Muskil hai kushiyon se
Gum ka milna yahan
Jo Gum mein lipta hai
Mere Dil ka Jahan

DArd-E-Tanhai mein
DArd-E-Tanhai mein
DArd-E-Tanhai mein
DArd-E-Tanhai mein


Kaise bhi HUm jeeyenge
Kabhi socha hi nahi
Jo sapne tut jaaye
Woh judte phir nahi
Dasti hai Yaadon ki parchaiya Teri
Aawara is dil koi Manzil hi nahi
Sahil se yeh lehrein kyun hoti hai juda
Aankhon ke yeh aansu Tujhe hai sajja


DArd-E-Tanhai mein
DArd-E-Tanhai mein
DArd-E-Tanhai mein
DArd-E-Tanhai mein..))

Posted by : { Anamika Tyagi }

About Dard E Tanhai Kilogram Mix

Dard E Tanhai Kilogram Mix is a song from Jashnn 2009. It is sung by Nouman Javaid. Lyrics are credited to Nouman Javaid. Music information: Sharib Sabri, Toshi Sabri. Read the lyrics above and view the Jashnn 2009 album song list for more songs and album details.