Dard E Dil Ki Kya Lyrics, Singer & Song Details

Zid 1994 album cover

Zid 1994 Album Details

Esmayeel Shroff
O P Nayyar
None
Jay Mehta, Rageshwari, Mala Sinha

album songs
Dard E Dil Ki Kya
Singer : Mohammed Aziz

Dard E Dil Ki Kya Lyrics

Song Title = Dard E Dil Ki Kya
Movie/Album = Zid (1994)
Singers =Mohammed Aziz
Music Director =Omkar Prasad Nayyar
Director =Esmayeel Shroff

Mp3 Song Lyrics

((Darde dil ki kya hai dawa
Darde dil ki kya hai dawa, ap hi kahe
Darde dil ki kya hai dawa, ap hi kahe
Darde dil ki kya hai dawa
Pad gayi ye najre kaha
Pad gayi ye najre kaha haye kya kahe
Darde dil ki kya hai dawa, ap hi kahe
Darde dil ki kya hai dawa

Mil gaye jo ap mil gayi hame jindagi
Mil gaye jo ap mil gayi hame jindagi
Has diye jo ap khil gayi ye jindagi
Ane laga hame jine ka maja
Apki ye kya hai ada
Ane laga hame jine ka maja
Apki ye kya hai ada
Jane jaha ap kahe kaise ham jiye
Darde dil ki kya hai dawa, ap hi kahe
Darde dil ki kya hai dawa

Ap kya mile mil gayi hame roshni
Ap kya mile mil gayi hame roshni
Ap hi ne di hame ek nayi khusi
Kabhi na hona ji hamse juda
Jane jigar jane wafa
Kabhi na hona ji hamse juda
Jane jigar jane wafa
Apke hujur me iltza kare
Darde dil ki kya hai dawa, ap hi kahe
Darde dil ki kya hai dawa
Pad gayi ye najre kaha
Pad gayi ye najre kaha haye kya kahe
Darde dil ki kya hai dawa, ap hi kahe
Darde dil ki kya hai dawa...))

Posted By : {Anamika Tyagi}

About Dard E Dil Ki Kya

Dard E Dil Ki Kya is a song from Zid 1994. It is sung by Mohammed Aziz. Lyrics are credited to None. Music information: O P Nayyar. Read the lyrics above and view the Zid 1994 album song list for more songs and album details.