Darbadar Hai Darbadar Lyrics, Singer & Song Details

I Me Aur Main 2013 album cover

I Me Aur Main 2013 Album Details

Kapil Sharma
Pritam Chakraborty, Sachin
Nilesh Mishra, Mayur Puri
John Abraham, Chitrangda Singh, Prachi Desai

album songs
Darbadar Hai Darbadar
Singer : Monali Thakur

Darbadar Hai Darbadar Lyrics

Song lyrics Title = Darbadar Hai Darbadar
Song lyrics movie = I Me Aur Main (2013)
Singer(s) = Monali Thakur
Lyricist = Nilesh Mishra, Mayur Puri, Manthan
Music Director = Pritam Chakraborty, Sachin,
Jigar, Gourav Dasgupta
Film Director = Kapil Sharma 1
Film Producer = Goldie Behl, Shrishti Arya, John Abraham

mp3 songs lyrics

((Dil mein daraare
Dil mein daraare
Dil mein daraar hain daraare hain
Dil mein kahi hai daraare
Yade teri hai daraare

Toote jo din ka
Toh hawa ka aasra
Toota sitara
Toh duwa ka aasra
Dil toot jayein
Toh woh jayein kahan

Darbadar hai darbadar khudaya
Darbadar hai bekhabar ye dil
Darbadar ka humsafar na koi
Darbadar ki manzil

Darbadar hai darbadar khudaya
Darbadar hai bekhabar ye dil
Darbadar ka humsafar na koi
Darbadar ki manzil

Saani gamamadapasarinisa

Hai adhure se re jo
Woh khulein hi rahe toh
Tum se hi the yahi
Maan ke hum chale toh

Yeh jo thoda shikwein hain tera mera gila

mein
Agar hota nahin
Chahe lage ya na lage dil tootne ka
Dar hota nahin
Socha hai pehle bhi kitna
Par hota nahin

Darbadar hai darbadar khudaya
Darbadar hai bekhabar ye dil
Darbadar ka humsafar na koi
Darbadar ki manzil (Repeat 3 times))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Darbadar Hai Darbadar

Darbadar Hai Darbadar is a song from I Me Aur Main 2013. It is sung by Monali Thakur. Lyrics are credited to Nilesh Mishra, Mayur Puri. Music information: Pritam Chakraborty, Sachin. Read the lyrics above and view the I Me Aur Main 2013 album song list for more songs and album details.