Danka Bajega Danka Bajega Lyrics, Singer & Song Details

Khel To Ab Shuru Hoga 2016 album cover

Khel To Ab Shuru Hoga 2016 Album Details

Syed Ahmad Afzal
Ricky Mishra
Abhendra Kumar Upadhyay
Paras Maan

album songs
Danka Bajega Danka Bajega
Singer : Aman Trikha

Danka Bajega Danka Bajega Lyrics

Song Title = Danka Bajega Danka Bajega
Movie/album = Khel To Abb Shuru Hoga (2016)
Singers = Aman Trikha
Song Lyricists = Abhendra Kumar Upadhyay
Music Composer = Ricky Mishra
Director = Kunal V Singh
Music Label = T-Series
Starring = Ruslaan Mumtaz, Devshi Khanduri, Rohit Pathak

Mp3 Song Lyrics

((Apne ishaaro pe suraj ugega,
Pathreeli raahon pe chand bichega
Badal ki hum toh sawari karenge,
Taaron pe apna toh bistar lagega

Chal khushiyon ki thokar se,
Gham ko uda de
Chal khushiyon ki thokar se,
Gham ko uda de

Apna saare jahan mein danka bajega
Danka bajega, danka bajega
Danka bajega, danka bajega
Danka bajega, danka bajega
Danka bajega, danka bajega

Jebon mein honge khushiyon ke sikke,
Gham na bachenge ab ikke, dukke
Honslon ko apne kharch karenge,
Saari mushkilein chhootengi peeche

Ho..
Jebon mein honge khushiyon ke sikke,
Gham na bachenge ab ikke, dukke
Honslon ko apne kharch karenge,
Saari mushkilein chhootengi peeche

Chal khushiyon ki thokar se,
Gham ko uda de
Chal khushiyon ki thokar se,
Gham ko uda de

Apna saare jahan mein danka bajega
Danka bajega, danka bajega
Danka bajega, danka bajega
Danka bajega, danka bajega
Danka bajega, danka bajega...))

Posted by : {Ritu Kesharwani}

About Danka Bajega Danka Bajega

Danka Bajega Danka Bajega is a song from Khel To Ab Shuru Hoga 2016. It is sung by Aman Trikha. Lyrics are credited to Abhendra Kumar Upadhyay. Music information: Ricky Mishra. Read the lyrics above and view the Khel To Ab Shuru Hoga 2016 album song list for more songs and album details.